Khushi

Ha mana ab alag hai raaste
Ha mana hum rahe na aapke
Na chahte kuch badle me aapse
Puchu me khudse ki hum kaise Aa fase
Ghutan hai saanso me Kaisi ye Halat hai
Lagi teri lat teri laalach hai
Phool aur kaante hai
Aur kaaton par chalne ki aadat Hai
Aaai jo shaamat hai
Karni tujhse 100 shikayat hain
Haan mana meri gandi aadatein
Me karta tha teri ibadatein

Tu Jaha bhi hai
Jahan bhi hain Vaha khush Rahe sada
Tu jaha bhi hai
Jahan bhi hain vahan khush Rahe sada

Vo baate yaadein
Jab vo raate kaate
Hum Sath gaate
Hui neende Gayab jaise
Tere vaade
Hum to tere naate
Jaage aadhe ankh
Khuli Hui baate lagatar
Baje lage sawa paanch
Haste or rote or khote
Is khuhiyo kaise hum khoje

Gape shappe
Haste haste
Kate raste
Lagte chaske

Ranjish kyu rishto me paale hum
Rishto me tale ab
Rishte jo kishto me aarhe ab
Gulab or pistol Guns & roses Ke gaane
Hum bistar me gaate the
Kiss karke maathe pe
Miss karte sare pal

Tu Jaha bhi hai
Jahan bhi hain Vaha khush Rahe sada
Tu jaha bhi hai
Jahan bhi hain vahan khush rahe sada

Bulaya tujhe gharpe
Charche bharke
Me nibhaya kitne farze
Sharte kitna Pyar kiya
Bina kare jhagde
Darke ki me khodu na
Me ghochu tha me
Haan kiya tera khule swagat
Phool se swagat
Mujhe gai bhul tu vopos
Bana tera khoon ka aushad
Kitni saare baate viprit
Baate dilki
Baate bigdi
Rate bikhri
Tere saath mere kitne yaadein Kitni
Vo jhute iraade aur vaade nakli
Banaya tujhe rani ye atrang sa Shatranj tha Hum to sirf pyade Nikle

Tu Jaha bhi hai
Jahan bhi hain Vaha khush Rahe sada
Tu jaha bhi hai
Jahan bhi hain vahan khush Rahe sada



Credits
Writer(s): Aman Dube
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link