Heer Ranjha

Chal dhoond layein
Saari masoom si khushiyan
Chal bhool jayein
Fasle darmiyan

Kisne banaya dastoor aisa
Jeena sikhaya majboor jaisa
Dil ro raha hai, dil hai pareshan
Heer aur Ranjha ke ishq jaisa

Kehte hain jo panne hote nahi poore
Karte bohat kuchh bayan
Mil jaunga tujhse
Phir unn kitaabon mein
Ho jahan zikar tera

Tu tu main aur tu
Tu tu main aur tu

Kisne banaya dastoor aisa

Jeena sikhaya majboor jaisa

Aankhein meri sapna tera
Sapne subah shaam hain
Tu hai sahi ya main hoon sahi
Kis pe yeh ilzaam hai

Aankhein meri sapna tera
Sapne subah shaam hain
Tu hai sahi ya main hoon sahi
Kis pe yeh ilzaam hai

Aisi lagan baandhe huye
Hoon main khada ab wahan
Jis chhor pe tha chhoota mera
Hathon se tere hath

Jisne hansaya jisne rulaya
Jeena sikhaya majboor jaisa

Jaana hai jao hai kisne roka
Heer aur Ranjha ke ishq jaisa

Tu tu main aur tu
Tu tu main aur tu



Credits
Writer(s): Adarsh Sahu
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link