Duniya Maange More

Bhole se bhole se lagte ho
Puchu kya naam hai
Dil mein hai jazba darte ho
Puchu kya kaam hai
Aankhein nam thi par chehra na tha bolta
Baatein kam thi par dil mein koi shor tha
Karna tha sab par duniya mange more tha
Zindagi ka bojh tha
Zindagi ka bojh tha
Zindagi ka bojh tha
Zindagi ka zindagi ka zindagi ka both tha

Khoye se khoye se lagte ho
Kya atka kaam hai
Hai to sab par dukhi ho
Mann pareshan hai
Hoo raatein kam thi par din bhi kyu tha dolta
Dimag computer sa to kuch tha bolta
Karna tha sab par duniya mange more tha
Zindagi ka bojh tha
Zindagi ka bojh tha
Zindagi ka bojh tha
Zindagi ka zindagi ka zindagi ka bojh tha

Haan zindagi haseen ne kamal kardiya
Jo aaj hai vo kal nahi sawaal kardiyaa
Zindagi hasten ne kamaal kardiya
Jo aal hai vo kal nahi seawall kardiyaa
Hasna aur hasana hi rawaaz dharm hai
Apne kuch palo ka hi labaaz karm hai
Oo... dil se dil ko chedhna bawaal kardiya
Zindagi haseen ne kamaal kardiya

Har taraf hi bojh tha
Har taraf hi bojh tha
Har koi tha sochta
Zindagi ka bojh tha



Credits
Writer(s): Nischay Chopra
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link