Lacuna Riff

Thi ruki nazar
Dekhti kaha
Tha bada safar
Chota rasta
Beete kuch lamhe
Kehti mujhe ghadi
Par tha tabhi jidhar
Sadiyaan guzar gayi
Ek chota kash vo tha ajnabee sa, le liya tabhi
Der jab hui toh samjha, zindagi thi wohi

Aeyy heyy heyy
Thi ruki nazar
Dekhi kaha

Lakeerein haath ki
Kismat vo thi nahi
Bache the do hi pal
Daulat meri wohi
Samjhna chahta
Matlaa us hi ka main
Par poori zindagi
Us hi mein kharch hui
Jaisi bhi hain meri hain vo, shukriyaa zindagi
Raah agar kabhi ek ho toh phir milenge tabhi
Aeyyy... heyy

Thi ruki nazar
Dekhti kaha

Nasamajh, tujhe kostaa ab muskuraate hue jaane de
Koshishein tu kar zara, is pal mujhe toh rukaane mein

Credits
Writer(s): Aditya Kambhampati
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link