Sab Ki Kahani

Takdeeron mein hai kya likha
Na jaanu main, na jaanu kabhi
Fir bhi kyun, na jaane yun
Na sote yeh raat ke khaab kabhi

Hai khauff ka, jo manjar toh
Halaton se hoti, hairaani hai
Jaane kyun, han aise yun
Krta man bhi, manmani hai

Sab ki kahani hai
Baatein purani hai
Fir bhi na jaane kyun
Jaani pehchani hai

Sab ki kahani hai
Baatein purani hai
Fir bhi na jaane kyun
Jaani pehchani hai

Chalte, chalte ruk gaye khi toh
Na jaane hai ab to kha ka safar
Dekhte, dekhte reh gaye khi toh
Na milti hai ab to kahi yeh khabar

Chalte, chalte ruk gaye khi toh
Na jaane hai ab to kha ka safar
Dekhte, dekhte reh gaye khi toh

Hai Saaya jo, han aise toh
Baaton se hoti pareshani hai
Jaane kyun, han aise yun
Krta man bhi manmani hai

Sab ki kahani hai
Baatein purani hai
Fir bhi na jaane kyun
Jaani pehchani hai

Sab ki kahani hai
Baatein purani hai
Fir bhi na jaane kyun
Jaani pehchani hai

Kahani teri
Na jaane yeh kya keh rahi
Kahani teri
Na jaane yeh kya keh rahi



Credits
Writer(s): Gajpal Gond
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link