Jaane Vo Kaisa Pal Tha (feat. Bella)
Tha tere saath mai har pal aise
Jaise barsaat hai baadal ke sang
Tu hi thi dhoop aur saaya mera
Ab kuch nahi hai bechain hai mera mann
Intezaar mein (Dil hai)
Tere khumaar mein (Dil hai)
Gham ke bazaar mein (Dil hai)
Thoda ab to rehem kar
Har khitaab sa (Tu hai)
Dil ki kitaab sa (Tu hai)
Behisaab sa (Tu hai)
Jaane vo kaisa pal tha tera mera
Hue jo sang rehkar bhi hum judaa
Ab to hai faqat saans hi baaqi
Kar doon mai vo bhi adaa...
Shayad hai mujhme tu zinda ab bhi
Naam se tere mai machal sa jaaun
Jaana hi hai to na le khabar meri
Aisa na ho ki mai sambhal na paaun
Intezaar mein (Dil hai)
Tere khumaar mein (Dil hai)
Gham ke bazaar mein (Dil hai)
Thoda ab to rehem kar
Har khitaab sa (Tu hai)
Dil ki kitaab sa (Tu hai)
Behisaab sa (Tu hai)
Na mujhe kabhi dooriyaan manzoor teri
Na tujhe kabhi aadatein qubool meri
Ye khuda sab dekhta hai upar baitha
Use bhi pata hai ki tu rooh ka sukoon meri
Jaana meri jaan tere haath mein hai
Aur tera naam meri har kahi baat mein hai
Ye logon ko bas itna bata de
Ki tu har bure waqt mein bhi khadi mere saath mein
Hum ghaalib hain bas ghaalib waale kaam nahi hain
Aisi shaam nahi hai jisme tera naam nahi hai
Mai zindagi ko zindagi na bolunga
Agar kisi roz tere chehre ka deedaar nahi hai
I'm a I'm a bad boy
Come and be my bad girl
Logon ko jo kehna hai vo kehne de
Ya to meri jaan le jaa
Ya to meri jaan ban
Aana jaana zindagi mein rehne de
Na jaane tujhe kyun nahi samajh aata
Ke tera hona neri zindagi mein laazami hai
Jaanti hai tu to jaana jaanti hai
Ke meri deewaani saari duniya ye aaj bhi hai
Haan tere liye chhod diya sabhi ko
Aur sabhi bandiyon se doori rakhe yaar tera
Tu maangke to dekh meri jaan
Teri palkon ke jhukne se pehle Bella jaan dega!
Jaane vo kaisa pal tha tera mera
Hue jo sang rehkar bhi hum judaa
Ab to hai faqat saans hi baaqi
Kar doon mai vo bhi adaa
Jaane vo kaisa pal tha tera mera
Hue jo sang rehkar bhi hum judaa
Ab to hai faqat saans hi baaqi
Kar doon mai vo bhi adaa...
Jaise barsaat hai baadal ke sang
Tu hi thi dhoop aur saaya mera
Ab kuch nahi hai bechain hai mera mann
Intezaar mein (Dil hai)
Tere khumaar mein (Dil hai)
Gham ke bazaar mein (Dil hai)
Thoda ab to rehem kar
Har khitaab sa (Tu hai)
Dil ki kitaab sa (Tu hai)
Behisaab sa (Tu hai)
Jaane vo kaisa pal tha tera mera
Hue jo sang rehkar bhi hum judaa
Ab to hai faqat saans hi baaqi
Kar doon mai vo bhi adaa...
Shayad hai mujhme tu zinda ab bhi
Naam se tere mai machal sa jaaun
Jaana hi hai to na le khabar meri
Aisa na ho ki mai sambhal na paaun
Intezaar mein (Dil hai)
Tere khumaar mein (Dil hai)
Gham ke bazaar mein (Dil hai)
Thoda ab to rehem kar
Har khitaab sa (Tu hai)
Dil ki kitaab sa (Tu hai)
Behisaab sa (Tu hai)
Na mujhe kabhi dooriyaan manzoor teri
Na tujhe kabhi aadatein qubool meri
Ye khuda sab dekhta hai upar baitha
Use bhi pata hai ki tu rooh ka sukoon meri
Jaana meri jaan tere haath mein hai
Aur tera naam meri har kahi baat mein hai
Ye logon ko bas itna bata de
Ki tu har bure waqt mein bhi khadi mere saath mein
Hum ghaalib hain bas ghaalib waale kaam nahi hain
Aisi shaam nahi hai jisme tera naam nahi hai
Mai zindagi ko zindagi na bolunga
Agar kisi roz tere chehre ka deedaar nahi hai
I'm a I'm a bad boy
Come and be my bad girl
Logon ko jo kehna hai vo kehne de
Ya to meri jaan le jaa
Ya to meri jaan ban
Aana jaana zindagi mein rehne de
Na jaane tujhe kyun nahi samajh aata
Ke tera hona neri zindagi mein laazami hai
Jaanti hai tu to jaana jaanti hai
Ke meri deewaani saari duniya ye aaj bhi hai
Haan tere liye chhod diya sabhi ko
Aur sabhi bandiyon se doori rakhe yaar tera
Tu maangke to dekh meri jaan
Teri palkon ke jhukne se pehle Bella jaan dega!
Jaane vo kaisa pal tha tera mera
Hue jo sang rehkar bhi hum judaa
Ab to hai faqat saans hi baaqi
Kar doon mai vo bhi adaa
Jaane vo kaisa pal tha tera mera
Hue jo sang rehkar bhi hum judaa
Ab to hai faqat saans hi baaqi
Kar doon mai vo bhi adaa...
Credits
Writer(s): Shaashwat Pande
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.