Dawa

Nahi chaheye mujhe paise, nai gaadi chabi
Gebe mere thusi hui hai khooshiyo se sari
Sabri chabi mere haath hai
Ab Yeh baath hai ki bandhe hue kon hai
Kholne aaya hu Uun ki kadi sari
Abhi meri sari baathe na suuni hai tumne
Leke chalti ye safar pe kabhi na dekhe jano se
Bhari hai Pattharo, killo se par deekhe hai pari, jan, saje phoolo se
Dhoolo pr aashiq Chale poolo pe

Chalo kahin bhaag chalein dhool bhare raaste mein
Phool khile baag mein aur gulchharre baste mein
Lage toh fir rukke hum dum lenge
Muskaan ko zyaada lekin gum ko hum kum lenge
Aise hum mastaane, asmaan ke sitaaron se bhare pade dastaane
Kehneko Meherbaani raat ki thi, le dooba din lekin der raat
Andhere ka alag maza, khooshi hui aatma mein

Uun khoolo se
Uun logo se duur chal padha hu
Junoon se
Majbooro se
Mandiro se ab juud chuka hu
Kyuki na ahem na raha pyar tera
Mera tha bacha raha voh mera
Phoolo se bhi su suundar voh chehera
Leke duuba mujhko bohot gehera

Kab subh kab neekli shaam
Apne aap meih uljhe, krte bhalta kaam
Hafte bhar ghisati rahi apni jaan
Soche tan ko aram denga, mehenga jaam
Aise thaire voh rahe jate tere aankh ke sapne
Chahat ke gaddho ko bhar do apne haath ke mayl se
Khwabon ke zakham ko seel do dawlat ke resho se
Aur ander ka kala dhaga aur peshe ke kapde safed

Kapde ka pesha ek toh ye ki woh hai dekh dhak deta
Laash laake aag ke samne
Andar ki kala ko jo rokne waale hai
Wohi bhaunkne waale hai har baat ke baad mein
Par sach baat bole hum aap ke samne
Dekho khwabon ke zakhmon ko dawlat ka nasha
Jab Kabhi sahi chale manzil pe
Nahi dikhe chahat ke gadhhe saare aankh ke samne
Par dare na hum, bhale paer pade tedhhe par hum chale seedhe
Chaahe hawa chale zor se ya bhale aaye toofan
Barse ye ret, gote
Jama karu, khada karu marzi ka makaan

Toofan uthhe ya roothe asamaan
Umeed na mujhko bhi hai boondo ki
Barse ye pathhar saare, chahe ab sholay barse
Meri marzi na koi katnaa

Bhale meri marzi tu kaatle
Chahe g na bhare toh, badhade faasle
Dar lage toh kaat de mere haath payr
Par badunga mai toh wahi raste
Kyuki ees khwaab ko maine kum dekha jyada jiya hai
Sacchai ka kadwa rass piya hai
Eesliye har jawab sakhti se diya hai
Ab aage bandhna hai bandhna hai
Faisla ye liya hai

Mai badhuga mai badhuga
Mai bas aage hi badhunga
Mai ruku na mai ruku na
Ab manzil par hi ruk na

Voh Sach hai voh sach hai
Mere sapne voh sach hai
Voh juthe voh juthe hai
Jo mujhko kehete the ki

Khush kyu hote tum
Kuchh nhi hone waala
Na hi milne wala naseebon ko halaathon ka saath
Aur fir ye umeed ki dhoop tumko jala ke kar degi raankh
Zid andar ye tumko hai chunauti
Azmaa ke dekho jalaa lo chahe
Jitna paani hu mai asmaan tak pohchunga banke main bhaap
Manchala, mai faaslo ko poora karke udunga baadlo ke paas

Chamkunga mai tara ban ke din ho ya raath
Meri nazrein zameen hai abhi
Aage mujhe tum dekho ge gardan uutha ke

Lekin baat maano mai us zameen ko bhulta nahi
Meri chamak ko sametna nazron mein har gam bhula ke
Mai hoon aur ye hawa hai
Ye dukh, dard, sab saari bimaari
Mere andar jo jama hai
Lekin saamna karunga koi darne ki baat nahi
Kyunki mere paas dawa hai



Credits
Writer(s): Navin Sethiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link