Mujhe Peene Do

Raat aayi hai, raat aane do
Nasha hota hai, nasha hone do
Dil jalta hai, dil jalne do
Yaad aayi hai, mujhe peene do

Raat aayi hai, raat aane do
Nasha hota hai, nasha hone do
Dil jalta hai, dil jalne do
Yaad aayi hai, mujhe peene do

Tere pyaar ne sar-e-aam badnaam kar diya mujhe
Sharaab ka ghulaam kar diya mujhe
Na jee raha hoon, na main mar saka

Aisa mera hashar hai ban gaya
Jo pehle maykhana tha, woh ghar hai ban gaya
Ke ab toh saaqi ne bhi jaam ka hisaab na rakha

Dard hota hai, dard hone do
Zakhm gehra hai, ise rehne do
Aankhein roti hain, inhein rone do
Yaad aayi hai, mujhe peene do

Raat aayi hai, raat aane do
Nasha hota hai, nasha hone do
Dil jalta hai, dil jalne do
Yaad aayi hai, mujhe peene do

Raat aayi hai, mujhe peene do
Yaad aayi hai, mujhe peene do
Raat aayi hai, mujhe peene do
Uski yaad aayi hai, mujhe peene do

Raat aayi hai, mujhe peene do
Yaad aayi hai, mujhe peene do
Raat aayi hai, mujhe peene do
Uski yaad aayi hai, mujhe peene do



Credits
Writer(s): Gurpreet Saini, Darshan Rajendrakumar Raval, Gautam Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link