Ab yeh na kehna
Sochte hain
Kya kabhi tanhaayee mein
Ehsaas karte ho
Humein apni parchaayee mein
Kissi dhun ko sunn na chahke bhi tum muskuraate ho
Ulajhti saanson ko
Chupke se kyun sehlaate ho
Ab yeh na kehna
Ki baarish bhi chooti nahin
Yaadon ne meri
Kya needein bhi lootein nahin
Ab yeh na kehna
Mera aks dekh kar khyaalon mein kyun kho jaate ho
Sapne dhinjorh uth
Dil ko phir kyun samjhaate ho
Garr tum jo sang hote
Duniya mein rang hote
Hota yeh saare jahan
Kadmon mein mere
Teri roshni se tarr
Tera haath thaam karr
Khushiyaan batorte
Urh jaate parre
Sach to yeh hai
Raahein alag banee thi
Saath jo chale hum
Humaari khushkismati thi
Ke beete pal se
Mujhe tum judaa na karo
Yaadon ko meri
Kahin simte rehne bhi do
Mere hi rehna
Bas yeh hai kehna
Kya kabhi tanhaayee mein
Ehsaas karte ho
Humein apni parchaayee mein
Kissi dhun ko sunn na chahke bhi tum muskuraate ho
Ulajhti saanson ko
Chupke se kyun sehlaate ho
Ab yeh na kehna
Ki baarish bhi chooti nahin
Yaadon ne meri
Kya needein bhi lootein nahin
Ab yeh na kehna
Mera aks dekh kar khyaalon mein kyun kho jaate ho
Sapne dhinjorh uth
Dil ko phir kyun samjhaate ho
Garr tum jo sang hote
Duniya mein rang hote
Hota yeh saare jahan
Kadmon mein mere
Teri roshni se tarr
Tera haath thaam karr
Khushiyaan batorte
Urh jaate parre
Sach to yeh hai
Raahein alag banee thi
Saath jo chale hum
Humaari khushkismati thi
Ke beete pal se
Mujhe tum judaa na karo
Yaadon ko meri
Kahin simte rehne bhi do
Mere hi rehna
Bas yeh hai kehna
Credits
Writer(s): Manvi Gupta
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.