Jaane Hi Diya

Jaane hi dia tha maine tujhko jab mere jine ki tu wajah thi
Kaise poori karu mein teri kami tu hi toh thi jisne wafa di

Jaane hi dia tha maine tujhko jab mere jine ki tu wajah thi
Kaise poori karu mein teri kami tu hi toh thi jisne wafa di

Kya pal bhar me aise rishte tut te hain
Akho me ansu done ke lekin baat krne se hum dar te hain
Kiye kush maine aise galatse kaam tujhe dekhne se darta hoon
Kush bhi bole dunia lekin mai tere call ki wait krta hoon

Chandni raat me late kr sune humne tere favorite the gaane
Anjane anjane me kati duria fir ek dam hogye baigane
Kami nhi yu to kisi chiz ki bin tere adhoora sa lgta
Band kru jab bhi mai aankhien bas tere chehra hi main dekhta hoon

Jaane hi dia tha maine tujhko jab mere jine ki tu wajah thi
Kaise poori karu mein teri kami tu hi toh thi jisne wafa di
Jaane hi dia tha maine tujhko jab mere jine ki tu wajah thi

Wajha tu thi
Wajha tu thi
Jeene ki meri
Wajha tu thi

Mai bepanha bewafa gumshuda laapta hua sab sath me
Mai mai na rha ek teri yaad me or ek tere jaane ke baad me
Jab bhi yaad kru tujhko aankon se daariya sa beh jata hai
Fir unhe punchte hue mere bheega dil bhaari sa hojata hai

Wahin khada main bas tere pyaar me
Wahin khada main tere intezzar me
Wahin khada main tere khumaar me
Wahin khada wahin khada
Na chaha hai kisi na kisi ko chahuunga
Main bas tere pyaar me tere intezaar me

Jaane hi dia tha maine tujhko jab mere jine ki tu wajah thi
Kaise poori karu mein teri kami tu hi toh thi jisne wafa di



Credits
Writer(s): Ujjwal Dhariwal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link