Mera Mazloom Hussain
Haye Gir Parha Ghode Sy Jab Ran Mein Shah E Karb O Bala
Waa Hussaina Waa Hussaina Waa Hussaina Waa Hussaina

Sary Alam Mein Qayamat Ka Tha Ek Shor Bapa
Dard Mein Doobi Hui Aai Yeh Ek Maan Ki Sadaa
Haye Mazloom Hussain, Mera Mazloom Hussain

Asr E Aashoor Mera Laal Barha Pyasa Hai

Yeh Muhammad Ka Nawasa Hai, Ali Ka Beta
Kya Khata Hai Mery Bety Ki, Batao To Zara
Zalimo Kiun Isy Bay Jurm O Khata Ghaira Hai

Haye Mazloom Hussain
Asr E Ashoor Mera Laal Barha Pyasa Hai

Haye Tanhai Ka Aalam K Koi Paas Nahi
Haye Qasim Nahi, Akbar Nahi, Abbas Nahi
Ya Ali Aao Mera Laal Barha Tanha Hai

Aik Din Mein Barhy Lashkar Ka Bhi Gham Dekha Hai
Is Ny Abbas Ka, Akbar Ka Bhi Gham Dekha Hai
Dafan Kar K Ali Asghar Ko Abhi Aya Hai

Haye Chalni Hai Jigar Phir Bhi Nahi Roya Hai
Kitny Din Sy Tu Mery Laal Nahi Soya Hai
Aa Meri Goad Mein So Ja Tu Bahut Jaaga Hai

Aaiye Behr E Khuda Hashr Bapa Hai Baba
Shimr Khanjar Liye Baali Py Kharha Hai Baba
Aap Ky Pyaray Nawasay Ka Gala Kat ta Hai

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.