Khona Hai

Mai khona chahu kaale badalo mai
Udna chahu saason ke bhi faslo mai
Rehna chahu dard ke bhi daldalo mai
Behna chau gam ki nadiyo mai
Mai toh yuh na milu
Mujhko roona hai sekhaya ghar ki ladaiyo ne
Mujhko jeena hai seekhaya jhooti khaniyo ne
Par jab lagta dar toh haath khud ka thamu
Aage houn badhta kya manzil na janu

Aasu aate hai
Palko pe ruk jate hai
Puche mujhse ki kya tum ho chahte
Aakhe hai geeli phir kyu tum yeh bonde chupate
Kyu tum khudko khona ho chahte
Jawab mera ek he hai badla nahi
Mujhko ab aage hai chalna nahi
Dil bhi hai dukhta voh aasu bhi chubta
joh aakho Mai rukta Mai saalo se chup tha
ab kagaz mila
Ab Kalam hai mera
Ab mai likhdu yeh geet joh rooh ko bhi chude aur bole
ki tu hai mera kaha
Tu na mera raha
Tu hai mera kaha
Mujhe mujhse mila
Mujhe jeena Sikha
tu hai mera kaha
tu na mera raha
tu hai mera kaha
Mujhe mujhse mila
Mujhe jeena Sikha
tu hai mera kaha
Abhi toh mai thoda houn toota sa dar bhi hai rukta na
Jab maine yeh jana ki mujhko thakna na
Bas mujhko chalna tha khudse bhi ladna tha jeete jee marna tha
meri yaadien mujhe itna tadpati hai
Khush rehna bhi voh na sikhati hai
Sapno Mai mujhe dard he dikhati hai
Aakho ki nami voh kyu na chupati hai
Par ab bas bhi karo
Saasien lene bhi do
Khwaab bunne toh do raah banne toh do
Geeli si mitti pe rukne toh do
Haan houn chat pe he betha
Ho gaya hai sawera
Bole badal mujhse tu hai hi bilkul akela
Na jane ki kyu tu na tera
tu na tera raha
tu na tera raha
tu hai mera kaha
mujhe mujhse mila
mujhe jeena sikha
tu na mera raha
tu na mera raha
mujhe mujhse mila
mujhe jeena sikha
tu hai mera kaha
Aakho ki maine chadar bana li hai
Uspe apni palke bicha di hai
Ki roona bhi aaye toh aasu ruk jaye
Na yaad dilaye joh sapne chupaye
Haan mai khudse he khudko houn tod raha
Baatien meri mai marod raha
akela lag jaaye toh ham Kho bhi paaye
aur khushiya le aaye na khud ko sataye



Credits
Writer(s): Mihir Sawlani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link