Hum Hindustani Hai

Mere jazbaaton se
Iss qadar waqeef hai meri kalam
Ki main "Ishq" likhna chahoon
Tab bhi "Inqallaab" like jaati hai

Woh daudte, woh bhaagte
Log ho jaaye shuru
Woh train ki dhadkan
Ho jaaye shuru

Safed rang bhaaga kitna
Raat baar jaaga kitna
Chaand se sooraj jitna
Zameen par taara jitna

Hum hindustani hai
Datkar har jung ko jeetey hai
Haskar har rasm nibhaatey hai
Hum hindustani hai

Hum hindustani hai
Datkar har jung ko jeetey hai
Haskar har rasm nibhaatey hai
Hum hindustani hai

Band kamro mein
Nahin aaya woh
Dhule haanthon pe
Nahin aaya woh

Yaad aati hai doston
Yaad aata hai humsafar
Hokar buland hum khade hai
Jaise khada ho samundar

Sarhad pe khaakee lehraaye
Jaan par tiranga chadh jaaye
Ab naa thakega yeh aasmaan
Ab naa rukega yeh intehaan

Meri mitti pe ab sawaal hai
Har haanth ne li ab dhal hai
Har dhun har ik taal hai
Hum aasmaan mein Bemisaal Hai

Hum hindustani hai
Datkar har jung ko jeetey hai
Haskar har rasm nibhaatey hai
Hum hindustani hai

Hum hindustani hai
Datkar har jung ko jeetey hai
Haskar har rasm nibhaatey hai
Hum hindustani hai

Vande Mataram
Vande Mataram
Vande Mataram
Vande Mataram

Vande Mataram
Vande Mataram
Vande Mataram
Vande Mataram

Hum hindustani hai
Hum hindustani hai
Hum hindustani hai
Hum hindustani hai



Credits
Writer(s): Omkar Bhalerao
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link