En Mulaquaton Ka

En Mulaquaton ka
En chand Baaton ka
Raabta kuch hai dil se zarur
Rehmat ka tara, barsa yu humpe
Hogi kuch toh wajah aye huzur

Diwana Dil tera ban raha
Na jane kaisa rishta tujhse bakhuda

Durr ho k bhi, hai Durr tu nahi
Saath rehna yuhi, na kabhi hona ajnabee
Banjaro sa yeh dil, firta raha yuhi
Tu mila isey, mil gaya Dar laga wahi
Subah se leke shaamo talak surmayi
Main dekhu tujhe yuhi mere humnashein

En Mulaquaton ka
En chand Baaton ka
Raabta kuch hai dil se zarur
Rehmat is tara, barsa yu humpe
Hogi kuch toh wajah aye huzur

Diwana Dil tera ban raha
Na jane kaisa rishta tujhse bakhuda
Diwana Dil tera ban raha
Na jane kaisa rishta tujhse bakhuda



Credits
Writer(s): Ankit Pandey
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link