Muft Ka Chandan

Last time pooch raha hoon
Kiska suitcase hai?
Kiska suitcase hai?

(Tu) dhoke se ghus ke jharokhe mein dooje ke setting ko pappi liya
(Kyun) hawa mein teetar sa udata teer pakad ke tu pange liya?
(Chu-) kitna bada hai tu, yaar
(You) are a thakela piya
(Thoo) jaa pehle raita failaya hai tune jo, usko samet ke aa

Nanda, nanda, nanda, nanda, nanda, nanda, nanda, nanda
Nanda, nanda, nanda, nanda, nanda, nanda, nanda, nanda

Muft ka chandan, ghis-ghis ke Nandan, Nandan
Muft ka chandan, ghis-ghis ke Nandan, Nandan
Bol re chote tujhko kya mila?
Dhoti se chaddi ho gaya maamla
(Muft ka chandan, chandan, Nandan)

Paise ki yaari hai tez katari
Sabke nahi bas ki ye duniyadari

Le ke udhaari tujhko kya mila?
Dhoti se chaddi ho gaya maamla
Muft ka chandan, ghis-ghis ke Nandan, Nandan
Muft ka chandan, ghis-ghis ke Nandan, Nandan
(Nandan, Nandan, Nandan, Nandan)

Toh kya karta main?
Kab tak bhookha marta main?
Bhagwaan ka baat mat kar
Gareeb hoon, nahi darta main

Crazy piya, tune ye kya kiya?
Khaali-phokat angeethi mein muh de diya
"Equus africanus asinus" matlab gadha
Gadhe ke jaisa mat gaa

Crazy piya, tune ye kya kiya?
Khaali-phokat angeethi mein muh de diya (once more)
Crazy piya, tune ye kya kiya?
Khaali-phokat angeethi mein muh de diya
Race mein daude, andhe ghode
Phokat mein tal gaye tere pakode

Kar ke sawari tujhko kya mila? (Ah, ah, ah, ah...)
Dhoti se chaddi ho gaya maamla
Muft ka chandan, ghis-ghis ke Nandan, Nandan
Muft ka chandan, ghis-ghis ke Nandan, Nandan
(Nandan, Nandan)

Mufat ka paisa pachega kaisa?
Popat nachega bandar ke jaisa
Aajoo mein maamu, baajoo mein bhai
Cobra pit mein kyu lungi uthai?

Justify tujhko kya mila? (Ah, ah, ah, ah...)
Dhoti se chaddi ho gaya maamla
Muft ka chandan, ghis-ghis ke Nandan, Nandan
Muft ka chandan, ghis-ghis ke Nandan, Nandan
(Chandan, Nandana, Nandan, Nandan)
(Chandan, Nandana, Nandan, Nandan)

Ab agar Nat Geo subscribe nahi kiya na
Toh mera aatma tereko haunt karega, haunt
Kya karega? Haunt



Credits
Writer(s): Shreyas Jain, Romy, Pinky Maidasani
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link