Baatein

Aankhon se keh doon baatein zubaan ki
Yaadein khangaal saare daastaan ae dil ki
Main sochoon ki baatein ho tujhse
Kyun magar na ye hoti hain
Main sochoon ki baatein ho tujhse
Kyun magar na ye hoti hain
Kya hai laazmi dhoondhun
Khud ko jahan tum na hoti ho
Ye dooriyan hain naazni
Bhale tum ye na kehti ho

Hai mann thoda kashti sa dhoondhe sahara
Theher jaaye milte hi koi kinaara
Jo kaano mein goonji wo baatein
Kyun main bhool na paata hoon
Bhool na paata hoon

Main sochoon ki baatein ho tujhse
Magar kyun na hoti hain
Main sochoon ki baatein ho tujhse
Magar kyun na hoti hain
Main sochoon ki baatein ho tujhse
Magar kyun na hoti hain

MAIN SOCHOON KI



Credits
Writer(s): Yash Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link