Woh Raatein

Woh raatein jis pal mein hum
Saath they sang tere
Woh raatein bahoon mein baahein daale
Paas they hum tere

Kho gaye na jaane tum gum kahaan
Ho yahi par fir bhi hoke tum ho laapata
Na hai to fir keh do auron ki tarah
Shayad na hoga mushkil mera

Fir tujh bin jeena
Fir tujh bin jeena
Fir tujh bin jeena
Fir tujh bin jeena

Wo raatein tera nind mein bhi
Haath ko na chodhna
Wo raatien wo raatein chadar choti thi fir bhi
Gal naa tha sardi se koi mera

Jaa rahe ho to le jaao apni yaadien
Kaanon mein bas mere gunje teri Baatein
Door hai tu fir kyun hai saaya tera

Mujh mein zinda
Haan mujh mein zinda
Haan mujh mein zinda
Haan mujh mein zinda

Na tujh bin jeena
Na tujh bin jeena
Na tujh bin jeena
Na tujh bin jeena

Woh raatein jis pal mein hum
Saath they sang tere
Woh raatein bahoon mein baahein
Daale paas they hum tere

Aankhain num hai meri khamoshi ka pehara
Zakhm de diya hai tune itana gehra
Thi mohobbat teri yaa jhuti yaa

Kismat mera phoota
Haan mera phoota
Naa tujh bin jeena
Naa tujh bin jeena

Nazare tujhse jab se milayi
Ishq mai dubki humne lagayi
Dekh khade mehfil mai tere
Naa kar tu humse ruswai

Mana ki duniya mai kai dharam hai
Tere mera ishq haram hai
Tu he bata de par ye mujhko
Ishq ka kya koi zaat dharam hai

Nazare tujhse jab se milayi
Ishq mai dubki humne lagayi
Dekh khade mehfil mai tere
Naa kar tu humse ruswai

Mana ki duniya mai kai dharam hai
Tere mera ishq haram hai
Tu he bata de par ye mujhko
Ishq ka kya koi zaat dharam hai



Credits
Writer(s): Garv Verma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link