Toote Taare
Kaise hain yeh maamle
Na hote kabhi hum juda
Dooriyan naam ki
Chahatein teri pyaas ki
Ghul main jaun
Tere ishq mein aise
Marr main jaun
zinda hoon tujhi se main
Halaat jo bhi ho
Haan qareeb tu hi ho
Unmein se hum nahi
Ladke jo chord de
Ik dooje ka sath aise todh de
Pyaar hai sacccha yeh
zindagi mein rang ghule
Toote taaron ki meri dua
Tu hi hai
Tu hi Hai
Tu hi Hai
Tu hi Hai
Tu hi Hai
Accha lagta hai jab paas
Tu hoti hai
Kuch dard deti mujhko
Pyaar bhi karti hai
Mujhko mujhse hi tu
Mila sakti hai
Kuch baat hai tujh mein
Tu anokhi
Silsile sare yeh
Kuch pasand kuch nahi
Soch ke reh lenge par
Tere bin kuch nahi
Hadh se sari pare
Ishq mera yeh
Zindagi mein ik jagah
woh bhi bas tere liye
Ghar tu mera bana
Tujhmein rehne laga
Meetha meetha sa yeh
Gum bhi tujhse hai
Toote taaron ki dua
Samjhlo ya
Usko koi
jaise jaadu aata hai
Mujh par chaai woh rehti
Sada ke liye
Unmein se hum nahi
Ladke jo chord de
Ik dooje ka sath aise todh de
Pyaar hai sacccha yeh
zindagi mein rang ghule
Toote taaron ki meri dua
Tu hi hai
Na hote kabhi hum juda
Dooriyan naam ki
Chahatein teri pyaas ki
Ghul main jaun
Tere ishq mein aise
Marr main jaun
zinda hoon tujhi se main
Halaat jo bhi ho
Haan qareeb tu hi ho
Unmein se hum nahi
Ladke jo chord de
Ik dooje ka sath aise todh de
Pyaar hai sacccha yeh
zindagi mein rang ghule
Toote taaron ki meri dua
Tu hi hai
Tu hi Hai
Tu hi Hai
Tu hi Hai
Tu hi Hai
Accha lagta hai jab paas
Tu hoti hai
Kuch dard deti mujhko
Pyaar bhi karti hai
Mujhko mujhse hi tu
Mila sakti hai
Kuch baat hai tujh mein
Tu anokhi
Silsile sare yeh
Kuch pasand kuch nahi
Soch ke reh lenge par
Tere bin kuch nahi
Hadh se sari pare
Ishq mera yeh
Zindagi mein ik jagah
woh bhi bas tere liye
Ghar tu mera bana
Tujhmein rehne laga
Meetha meetha sa yeh
Gum bhi tujhse hai
Toote taaron ki dua
Samjhlo ya
Usko koi
jaise jaadu aata hai
Mujh par chaai woh rehti
Sada ke liye
Unmein se hum nahi
Ladke jo chord de
Ik dooje ka sath aise todh de
Pyaar hai sacccha yeh
zindagi mein rang ghule
Toote taaron ki meri dua
Tu hi hai
Credits
Writer(s): Udit Shandilya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.