Life Toh Ek Chakki Hai
Koi jage, koi bhage, koi soye, koi dhoye hai
Life toh ek chakki hai, kabhi leti hai kabhi deti hai
Zor se piche lath maarke sarpat woh bhagwati hai
Kabhi morr ke pankh laga ke jungle mein nachwati hai
Bade ho yah phir chote life sabke chakke churati hai
Office ho yah college mein ghanton bada daudati hai
Jab haste huye ho peth dard toh agle hi pal woh rulati hai
Liya jo halke mein usko toh sar bhari kar deti hai

Kabhi modeh, kabhi todeh, kabhi kheenche, kabhi phode hai

Badhe jo aage kabhi toh piche do kadam keench leti hai
Latke huye gajar se mujhko do haath door rakhti hai
Kabhi toh choti pe pahunchake akele hi baithati hai
Aur kabhi bheed mein ghanton tak woh dhakkam pel karati hai
Maine poocha tha life se kyon tu itni zalim hai
Life palatke boli beta, khush ho kyonki zinda hai

Aaa aaa aaa aaa yeah

Credits
Writer(s): Tarun Sardana
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Altri album
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.