Shor

Arse hue dekhe use
Chu ta tha bhi kaise na hai yaad
Khushbu uski na hui naseeb
Kya yeh doori laegi daraar

Whoa, kyun bichad te jaa rahe hum
Whoa, hai na tode vaade jab
Whoa, lage sooni raatein sab
Aise maanunga na haar

Ttere paaaas hun main
Har chauraahe pe, tere hi saaye mein
Nnaraaaz hun main
Iss zamane se, khudke gaane se

I say no no no
Dimaag kehta jaane de but i want more more more
Ham jo haare gehri dil ke hogi chot chot
Muh pe shaant par mann mein macha shor shor shor
Shor shor shor

I say no no no
Dimaag kehta jaane de but i want more more more
Ham jo haare gehri dil ke hogi chot chot
Muh pe shaant par mann mein macha shor shor shor
Shor shor shor

Sooraj dhalta mein pahado umeed leke chada
Soon I will be rolling with my idols kaha se kaha mai phocha
Noch liya mauka jo mila sadko pe ghuma aur khushiyon ko khoja
Pooch na ab kya maine paya puchna ab kya maine khoya

Voh chehra dekhe laga arsa hua
Saansein yeh thamti hi na
Aur mann nahi lagta bilkul tere bina
Kese lu gaane bana
Shayad ab tu hi insab ki wajah
Tu muh jo fulade sab ruk sa gaya
Kehde sab kuch na takleefein chupa
Ab har jagah dhoondhu mai tera saya

Voh din ki masti chai ki chuskiyan
Voh yuhi hasti mahol khil utha
Ab bebasi hai kya karun bayaan
Nazre tarasti hosh ka na pata

Nazaare ab nazar nahi aate nazraano se hogi hi kya
Nazakat se tasveere dekhu aur puchu mai khud ko mai khush hun ya na

Najane kyu
Faaslon se jhagde badte jaate
Dono yun ungliyon pe din hi ginte jaa rahe
No no no
Aur yeh taare bhi na jagmagaate
Kya yeh doori laegi daraar

I say no no no
Dimaag kehta jaane de but i want more more more
Ham jo haare gehri dil ke hogi chot chot
Muh pe shaant par mann mein macha shor shor shor
Shor shor shor

I say no no no
Dimaag kehta jaane de but i want more more more
Ham jo haare gehri dil ke hogi chot chot
Muh pe shaant par mann mein macha shor shor shor
Shor shor shor



Credits
Writer(s): Vrindam Nagpal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link