Kamina

Gaadi chale
Dhua ude
Chulu aasman
Gaadi chale
Dhua ude
Chulu aasman

Manzil yeh saath
Dil mei buntey jahaaz
Aayi jo tu paas, khafa ho naa tu aaj
Bhidtey haalato girney tu de
Chandey ki kirno ko ghirne tu de

Qurbat kuch aisi tamasha macha hai
Botal naa kholi man phir bhi bhara hai

Piro du main khud ko jaise bhare gham
Titli ke jaisi tu udti hai khare asam - bhav
Jaise mile rab
Raaakha, yeh mrityu
Raakho ki khisht hu
Sansaar uska vishnu
Gun mere gino nahi tum
Ruka jab sab ab
Chali yeh kalam

Tarun
Main kya keh raha tha
Wo aayi kya

Aayi na tu dil mein mere
Firbhi chhai tu
Kal aai thi na call pe
Mann bhi hilayi tu
Shikayati mijaz mera
Tilmilayi tu
Malayi tu
Main phislu tujhpe
Sharmayi tu

Khoye baatein toh kho gaye
Nami aakhein toh ro gaye
Tere dard ke beejh tune dil mein joh boyi huve
Dekh mein tere sapno mein jaagta
Aur tu soyi Huvi.

Dekha jaha dhundha jaha - MILA KOI NAHI
Mile log mujhe boht - par tujhsa koi nahi
Paisa Nasha Pyaar theek karade?
- Par main aur bimar

Banau aur diwaar
Jab tak unpe chadhke kudlu na
Aayene mein kaun hu khudko puchta
Akhsar
Yeh akshar toh bas aadha dukh hai
Meri aakhon ne dinn hain dekhe badtar

Kaise hai paheli main toh jaanu na
(Jaanu na)
Joh sach aakhon ki samne main kyu maanu na
(Maanu na)
Gharpe basti thi khushi
Kyu ab lapata
(Lapata)
Chal fir la pata
Main fir lapata
Aur khoya hua
Khudko khojte

Dil kyu yeh bawara
Na jaane kaha gaya
Mujhko toh na pata
Daudta yeh waqt hain
Par tu na haf na
Rukja main aagaya

Gaadi chale
Dhua ude
Chulu aasman

Gaadi chale
Dhua ude
Chulu aasman



Credits
Writer(s): Karun Kohli
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link