Vahi Modd
Vahi mod pe haan khada hu main
Jaha chod gyi thi mujhe tu kari na koi baat bhi
Vahi mod pe haan khada hu main
Jaha jate jate le gayi tu dil mera sath hi
5 saal hue par main hoon bhula nahi
Taraazo bhi tut gaye pyaar mera tula nahi
Rula galiyon mein jaha the mile kabhi
Haan batein rahi dabhi koi raaz abhi khula nahi
Subh subh hoton pe ho naam tera
Teri ek hasi hi jaana hai inaam mera
Naam mera bane ya na bane parvah nahi
Hai pana tujhe bas ek tu hi hai maqaam mera
Dhyaan de zara in lafzon pe
Haan sapno si tu aati rehti sapno mein
Jo Kal jode maine shabd mere bana tera chehra
Ke likhta hu tujhko main nazmon mein
Karli koshishein hazar maine main tujhko na bhula paya
Syahi sa rang chada tera koi bhi na mita paya
Sabse chupa ke bas kare khatam panne kitaab ke
Jazbaat likhe saare jo kabhi bhi na jata paya
To
Bas bhi kar aja ab ke jaan meri hadd hogyi hai intezaar ki
Vahi mod pe haan khada hu main
Jaha chod gyi thi mujhe tu kari na koi baat bhi
Vahi mod pe haan khada hu main
Jaha jate jate le gayi tu dil mera sath hi
Ghadi ki suiyan bhi thak gayi tu aai na
Meri kitaab tere liye hai tera aaina
Tu kehti hai mujhe main jaanu na kya dukh hain tere
Jana kuch baatein kabhi bhi jaati hain samjhai na
Mujhe pata h sab
Galti ki maine bhi hai
Tu gayi palat to pasa palti ki maine bhi hai
Door rehna tujhse laga mushkil hai bada
Dil ne musalsal tujhse pyaar hai kara
To jana hath bada baat bada kabhi to sath bana
Aashna main tera kyu tu mujhse hai khafa
Mana kataar hai badi main khada aakhri mein
Par ye bhi vaada aakhri tak rhunga khada
Bhara hai shiddat se, ye pyaar aam nahi hai
Chada firoor tera mujhe ab aram nahi hai
Galat na samjhna mujhe aye dilkash mere
Aankhon se pilaate tum,humne uthaye jaam nahi hai

Credits
Writer(s): Bhaktaaa )
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.