Ek Dinn
Sapno ki duniya yaaha log bane gareeb ameer
Apna kuch ni hoga apni kismat hi hai fakir
Na jaane kab woh din aayega jab hoga caash
Hogi ek badi c gaadi aur karuga mein bhi aish
Ladki k saath mein selfie kab khichwaunga
Long drive pe use leh jaake dil ki baaat batunga
Mummy meri bolti beta ek dinn sab aajayega
Mehnat ki patri pe apni train chalayejaa
Bohat hogaya intezaar bhaad mein gayi duniya yaar
Aasmaan hai meri manzil and i m just like the shooting star
Bande hue hai ek dor se aur gully gully mein shor hai
Paisa bangaya bhagwaan poojari baithe chor hai
Dekhe bhi the maine sapne fir gaya hai uspe paani
Bombay shehar ka mein chokra suno meri yeh kahani
Bombay shehar k ladke bol bachan mein sabse aage
Jaeb mein futii kaudi nahi aur karte hai badi yeah
Ek dinn jab hoga itna cash
Chaleynge badi gaadi aur karange puri aish ek dinnn ek dinnn

You know what i am sayin
Ek din jaane kab aayega khula paisa barsaayega
Majboori mere sir pe thi aur waqt ne meri itni li
Pehle tha mein khota sikka ab kismat meri chamkegi
Band hogi sab ki bakwaas aub machegi meri khalbali
Kyuki mere bol mein hai dum
Baaki sab hai phuski bam
Mere geeto ki fariyaad sunte raho tum saari raat
Karta hu mein seedhi baat aachi lagi toh karo yaad
Mere ko toh aage hi jaana piche nahi rukhna yaar
Fankaaro ka yeh shehar aaye logo ki yaha badli kismat
Modh modh pe dhakke khaake jeena seekha uspe barkat
Hamesha isne mujhe seekhya sabse aage jaana hai
Gareeb ho ya ameer yaha pe sab ko paisa kamana hai
Tooti si thi kismat meri jab ki thi maine shuruwaat
Naakamiya hi haath aayi aur lag gayi yaha pe meri waat
Zindagi aasaan nahi zindagai yaaha ban gayi tamasha
Fir bhi nahi rukta mein nahi subaah laati nahi aasha

You know what i am saying

Credits
Writer(s): Saheb Jandor
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.