Ummeed
Ummeed hai haan
Ummeed hai mujhe kuch kr dikhaane ki haan
Ummeed hai mujhe mohabbat paane ki haan
Ummeed hai mujhe badlegi kismet meri
Ummeed hai mujhe sab gam bhulaane ki haan
Ummeed hai yeh bhi ki sab kuch badlega ab
Ummeed hai yeh bhi bura vakt guzrega ab
Ummeed hai yeh bhi iss chadhte suraj se
Ummeed hai yeh ki aur bhi chamkega ab
Dil mein mere kitne armaan hai
Jabki dil pe hai chot toh gamm hairaan hai
Kyunki saansein mujhe mili us rabb se
Aur yeh ishq mohabbat pe fir kya zor hai.
Ummeed hai jab koi ayega zindagi mein
Toota na ho yeh dil de usko har khushi yeh
Khwaab bhi dekhe isne fir kare poore yeh
Ummeed hai ismein aise hi jeene de
Ummeed hai haan
Ummeed hai haan
Ummeed hai haan
Ummeed hai haan
Ummeed hai mujhe paisa kamaane ki haan
Ummeed hai mujhe ghar bhi chalaane ki haan
Ummeed hai mujhe ab inn sitaaro se
Ummeed hai mujhe inko bhi paane ki haan
Ummeed hai yeh bhi jo mere saath mein hai
Ummeed hai yeh apna rakhte khayaal hai
Ummeed hai yeh bhi jisne bhulaya mujhko
Ummeed hai yeh ki koi unke saath mein hai
Chhodh di hai maine ab yeh duniya bulani
Sab yaha pe ajnabi aur sabki kahani
Kisne bulaya kisko kiska pata ni
Hamdard nahi yeh toh matlabi saari
Kisse kalam mere ummeed mein yeh
Ummeed hai ki fir likde naseeb yeh
Ummeed hai koi ayega chaand se
Ummeed hai ki fir badlegi raat ek
Ummeed hai haan
Ummeed hai haan
Ummeed hai haan
Ummeed hai haan
Ummeed hai toh fir sab kuch theek hai haan
Ummeed hai toh fir aadhi yeh jeet hai haan
Ummeed se hi meri ziist bachi hai yeh
Ummeed hai toh fir khushiya kareeb hai haan

Credits
Writer(s): Jaideep Dang
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.