Laree Choote

Hoo bandeya...
Kismat ka khel hai saara
Phirta tha main awara
Ye kya se kya ho gaya
Chaar din ki zindagani
Har pal ek nayi kahani
Kya tha main kya bann gaya
Kya hua jo laree choote
Jeevan ki gaadi looti
Khwaab hai to mujhko na jaga
Zindagi ek pal mein saali
Yu palat gayi humari
Jhooth hai to mujhko na bata
(Drop)
Karlo jo bhi karna hai
Hota hai jo hona hai
Guzra to pal ye phir na ayega
Kya bura hai kya bhala hai
Waqt hi shayad khuda hai
Ho jaane do phir dekha jayega
Kya hua jo laree choote
Kismat ki gaadi looti
Khwaab hai to mujhko na jaga
Zindagi ek pal mein saali
Yu palat gayi humari
Jhooth hai to mujhko na bata
(Drop)
Kya hua jo laree choote
Jeevan ki gaadi looti
Khwaab hai to mujhko na jaga
Zindagi ek pal mein saali
Yu palat gayi humari
Jhooth hai to mujhko na bata



Credits
Writer(s): Iqbal Raakin
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link