Midnight
Ghadi ke kaatein karte baatein, main bhi thak ke choor
Neend lena chah rhi aakhein, par roke Fitoor
Roy saamne na, darti hai kabhi zaroor
Abhi to Adi-tay chamkna jalke Kapoor
Chalke lafzon mein ye meri hi parchaai hai
Wo kehte andhera, mujhko dikhai de
Dikha hi de khuda ke basta hai kaha pe tu
Zamana karta dhandha le ye teri hi duhaai hai
Bolun dujon ko main darta na zamane se
Socho sach to darta kaun na zamane se
Aazmane se naya to darte kaafi hai
Ke antt mein kya bolenge wo 4 log zamane ke
Jaane de tu mujhko chhod sabko jaane de
Farak bhi padhta kya, karodon yahan anjaane hai
Na jaane hai haqeeqat kaun hi pehchaane hai
Ye kudrat-e-bazaar yahaan milta sab kamaane se
Kashmakash mein fass kar dhakke khaati rehti kashti
Karwatein badalti soch kya hi mere bus ki
Bus ki sab hai par toofan bhi to hai badha
Main mar ke abhi mit jaun ya mit na bus haan ban ke hasti
Hasti hai ye duniya, baatein hai ajeeb meri
Dusty hai ye sadke likha sab naseeb mein nahi
Drishti meri drishtikon ki alag hi keh rahi
Ho jaayegi paar chahe khaai kitni bhi gehri
Kyun jeetein rakh umeed hum yahan pe auron se
Ye jung hai meri, mujhko milna kya hi auron se
Par ye na matlab ki main matlabi hi ban jaaun
Jo khele rishton se jaise shantranjo ke mohron se
Haare dil to kehta daal de halaaton pe
Haal-e-dil kya ye bayaan na jazbaaton mein
Khada akela ya fir saath koi inn raaton mein
Farak nahi hai padhta dosti ho gayi hai kaaton se
Haathon ki laqeere kar rahi hai baatein ye
Kitabi keeda kaise khelta alfaazon se
Naa ishqiya na dil toota koi ye aashiq hai
Likhari kaise ban gya, poochna dewaaron se
Maangi mannat na, chaiye mujhe koi jannat na
Baitha asmanjas mein jaana koi jahnum na
After life chhod aayi khabar kal ki na
Games lage Sacred par yahan koi Kalki na
Better World myth, aana Kalki na
Kal ki haan, Kalki haan, Kalki haan
Kal ki haan, kal ki khabar mein
Tu bhool baitha keemat iss AAJ is pal ki haan

Credits
Writer(s): Vivek Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.