Besabriyaan
Thodi si hai naaraazgi
Thodi si hai majbooriyaan
Kuch hue jo aise tum khafaa
Kuch humne bhi bana li dooriyaan
Palkon se aansun tere bhi gire
Kashmakash sahi humne bhi kuch yahan
Kya hai yeh aur kyun hai yeh?
Kaise muqammal hua ye faasla?
Hum jo bhi the, jaise bhi the
Paas the aur saath the
Phir kyun bheega daaman yaadon bhara?
Hum jo bhi the, jaise bhi the
Paas the aur saath the
Phir kyun judaa hue aise hum kya pata?
Yaad hai kya... raatein jo thi jawaan
Jisme tum aur main the rubaroo?
Yaad hai kya... tum ko vo karwaan
Jispe chale the saath main aur tu?
Khush rahoge jahaan bhi jaaoge
Par bhuloge kaise meri daastaan?
Jaaoge tum jahaan bhi
Mujh mein hi rahoge
Saath kuch yeh aisa
Haseen sa, dilruba
Jab raaton mein,
Yaadon ko kaske... muskuraaoge
Dard mera hi toh unmein
Hoga na chhupa?
Hum jo bhi the, jaise bhi the
Paas the aur saath the
Phir kyun bheega daaman yaadon bhara?
Hum jo bhi the, jaise bhi the
Paas the... saath the
Phir kyun judaa hue aise hum... kya pata!
Thodi si hai majbooriyaan
Kuch hue jo aise tum khafaa
Kuch humne bhi bana li dooriyaan
Palkon se aansun tere bhi gire
Kashmakash sahi humne bhi kuch yahan
Kya hai yeh aur kyun hai yeh?
Kaise muqammal hua ye faasla?
Hum jo bhi the, jaise bhi the
Paas the aur saath the
Phir kyun bheega daaman yaadon bhara?
Hum jo bhi the, jaise bhi the
Paas the aur saath the
Phir kyun judaa hue aise hum kya pata?
Yaad hai kya... raatein jo thi jawaan
Jisme tum aur main the rubaroo?
Yaad hai kya... tum ko vo karwaan
Jispe chale the saath main aur tu?
Khush rahoge jahaan bhi jaaoge
Par bhuloge kaise meri daastaan?
Jaaoge tum jahaan bhi
Mujh mein hi rahoge
Saath kuch yeh aisa
Haseen sa, dilruba
Jab raaton mein,
Yaadon ko kaske... muskuraaoge
Dard mera hi toh unmein
Hoga na chhupa?
Hum jo bhi the, jaise bhi the
Paas the aur saath the
Phir kyun bheega daaman yaadon bhara?
Hum jo bhi the, jaise bhi the
Paas the... saath the
Phir kyun judaa hue aise hum... kya pata!
Credits
Writer(s): Anirudh Umesh Deshmukh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.