Haq Se Bhai (feat. Katto)

Ab noor mic pe to phir karu tujhe rakh ab
Mein chulbul pandey nhi karoge kya swagat?
Haanh 2015 mein maine kiya start up
Sab ne bola nhi hoga chal yaha se side hat
Phir bhaage saare dhoor door khade piche 4 jan
Dil hua choor choor bole mujhe hard ban
Khud pe kiya mehnat dikhne likhne bhi smart ab
Aaj underground mein naam mera
Fail raha atank
Hip hop hora grow pura scene hua spark ab
Rap ko leke serious na karte koi natak
Yeh hip hop kiske baap ka na sare iske part ab
Yeh majdoor ka hath katiya bars mere ghatak

To sun
Batein lage meri tujhe teekhi si
Umar se hu chhota par mein bohot batein seekhi bhi
Jo bhi dekha wahi bola our wahi baatein likhi bhi
Hai struggle jaari roz our pehchan aage tikegi

Trigger dabake karu khel khallas bro
Lafe pade bhage tere the jo khaas bro
Abhi tak na chali maine apni chaal bro
Bina koi beef karu kaam tamam bro

Ghar walo dukh diya diya sath mein sukh bhi
Bole kamzor daaru pi our sath mein fook bhi
Jebein nhi bhada lekin bhad diya book hi
Our batein karu dil ki to bolne bohot kuch bhi

Jo bhi kiya maine haq se hai kiya bro
Jo bhi kiya maine haq se hai kiya bro
Jo bhi kiya maine haq se hai kiya bro
Life meri tough isliye aage thoda badhu slow

Jo bhi kiya maine haq se hai kiya bro
Jo bhi kiya maine haq se hai kiya bro
Jo bhi kiya maine haq se hai kiya bro
Taklifein bohot par mujhe hasil karna manzil ko

Bohot suna mein ab na sunu kiske chochle
Jo bhi tujhe bolna hai bolne se pehle sochle
Pehle bhai bhai lekin abhi bane dogle
Sachhai bolne aaya dum hai tujhme aja rokle
Tere jaise daily dekhe aaye gaye bohot be
Batein badi badi tu kare yaha roj be
Vahem mein q jeerha ab to aaja hosh me
Our raat bhar sochle
Our subah aake nochle

Khojle
Noor hasan rehta hamesha oneside
Gane bane roj par mushkil dena alag vibe
Bars deta kadak sath mein deta beta punchline
Bana dershana pade tyson wala punchfight
Ban tight
Na banna kamzor tu
Duniya badi zalim
Our achhe yaha pe bache few
Sabko hona famous
Par mehnat koi na karta q?
Samne ohh bhai bhai
Piche bole chutiya tu

Aisa q aisa tu kisse jalna bhai
5 Saal purane hum scene mein na kal ke aaye
Jalte na kisi se hum mehnat karke aage jaaye
Hip hop bana shounk hum paiso ke peeche na jaaye
Our mujhse inspired hoke aadhe rapper scene mein aaye
Hard ladke sunle jaake gaane bhi sath main bhi banaye
Mehnat hai kiya na chaat ke na luck se aaye
Dharavi 17 noor hasan mein independent haq se bhai!



Credits
Writer(s): Noor Hasan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link