Dar E Zehra Ko Jalaya Hai Musalmano Ne
Dar e Zehra ko Jalaya Hai Musalmano Ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Badh Sarkar kay ye kaisi qayamat aayi
Sin hai athara baras or zaeefi chayi
Zulm bibi pay ye dhaya hai musalmaano ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Dar e Zehra ko Jalaya Hai Musalmano Ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Cheen kar bagh e fedak zulm ye dikhlaya gaya
Bharrey darbar may siddiqa ko jhutlaaya gaya
Dil e zehra ko dukhaya hai musalmaano ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Dar e Zehra ko Jalaya Hai Musalmano Ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Rokey hasnain ko seeney se kaha liptakar
Meri zainab se na kehdeyna koi ye jaakar
Bharrey darbaar bulaaya hai musalmaano ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Dar e Zehra ko Jalaya Hai Musalmano Ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Dekhkar chehra e hyder kaha Aye shahey anaam
Sunti ho apko karta nahi ab koi salaam
Haq se muh apna phiraya hai musalmaano ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Dar e Zehra ko Jalaya Hai Musalmano Ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Shab ki tareeki may lashey ko uthana waali
Koi dushman meri maiyat pay na ana wali
Ek yateema ko sataya hai musalmaano ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Dar e Zehra ko Jalaya Hai Musalmano Ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Hashra may dekhna mohsin ka mai laasha lekar
Phasliya tooti ye dikhlaakey kahungi rokar
Baba ghar mera jalaya hai musalmaano ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Dar e Zehra ko Jalaya Hai Musalmano Ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Jabr se taqt e khilafat ko wo paaney kay liye
Saari ummat ko saqifayi bananey kay liye
Aal e ahmed ko sataya hai musalmaano ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Dar e Zehra ko Jalaya Hai Musalmano Ne
Yun Mohammed ko Rulaya Hai Musalmano Ne
Aaj bhi turbat e zehra se ye aati hai sada
Kargaye khabra bhi mismaar meri ay baba
Kaher e khaliq ko bhulaya hai musalmaano ne
Laayi thi kisney bhala aag dar e zehra par
Kisney ahmed kay nawasey pay chalaya khanjar
Arsh karbal may bataya hai musalmaano ney

Credits
Writer(s): Sajjad Arsh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.