Yaad Hai Mujhe (feat. N'VIN & Hr!shi)
Yaad hai mujhe voh saari raathe
Voh pal saare
Voh beete lumhe jis meih tu aur mai na alag the
Saaso meih Ghule, jaise barsat ki khooshbu hava meih
Thode alag se
Mai bina maanje ki patang aur tu hava hai
Har pal aise tham rha jaise mai na zameen par
Ander se Bikhra, chura, ansh nhi sharir par
Ban chuki tu aisa kuch mera jo bohot alag hai
Jo mera hota tha ky ab mujh se duur voh alag kahi japt hai
Voh halkisi teri hasi, khooshbu jo chunni ki thi
Tera voh chehera ab tak mere paas keid hai
Voh aankho ki teri nami, zhulfe jo bikhri hui thi
Voh pal ko rakha maine apne paas samet ke
Nahi jane diya uuse, jaise bandh motthi se ret
Aankho meih rakho tujhko, nahi padh ne diya safed
Hava ke zhoke tab the roke, zameen par phool tab the deekh
Jaise ab mai hu aur tu hai aur bas apna ye pal hai
Aankho ke paas thi voh
Bekoob, behisaab thi voh
Dil ke kamre meih nhi, dil ki har awaz thi voh
Saath meih jab bhi rhete, aur haath meih haath jaise
Abhi hi mile hai uusse jiski mann se talaash ki ho
Par waqt bhi baccha hai jisne jo karwat lee hai
Ab hum na dekhe ek duusre ko
Chaadar meih apni lapte hue ho
Bhool ke duusre baahon ko
Ek Mek se roothe, ab na pooche
Kyu mann krta hai, dil darta hai, tujhe Ek dafa mai
Dekh lu ya tujh se pooch lu ya khudh ko rok lu
Wahi hazaro baar
Bin rahu ya tere sang chalu
Khudh se hu tang mai
Tu nahi mere paas
Ye jo bhi hai tere mere beech meih jo khamoshiya hai
Fir bhi kya kehe raha hai tera chehra
Haan ab voh waqt guzra, jaise hawa meih koi parinda
Par mai wahi rahe gya jaise koi nadaan parinda
Kya ab mai dhoondu, kaha mai thairu
Hawa meih hu fisla, na raha zameen ka
Girpada, seekhu tarika naya jeene ka
Kaise ab saas lu mai, saason meiu tu nahi
Khudh ko kya jawab du mai
Kya tu mere paas meih hai?
Mere khilaaf meih hai?
Sach meih mere saath nahi hai?
Mere paas jawab nahi hai
Dekh lu ya tujh se pooch lu mere ye sab jo deemag meih hai aank meih hai
Maine aankho se dekha tujhe guzarte
Raaste pe jo aakhri baar baath ki hai, yaad bhi hai?
Tu rheti andheri meih, mai rheta andhere meih
Neekla aadhi raath ko aur pohocha savere meih
Ky voh Kaali raath thi, jo bhi baath thi rhi saath hi
Ek hi bhai tha tabhi saath hi, kro baath chit
Kya ab mai bolu tujhe, tu sunne ko raazi nhi hai
Awaz meri chuubh rhi, ky mujh meih voh baath nhi,
Aukaad nhi hai
Haath pakadu toh mai ajnabi
Aise tareeke se na baath tu kr
Mujh meih ab taakat nhi hai
Samjh mujh ko, samjhu mai tujh ko
Pyar karu, saath meih rakhu tujh ko
Ye jo apna tha sapna ye
Ek mek se Jude, zindagi bhar
Tu dekhe na dekhe tujhe Ek dafa mai bas

Credits
Writer(s): Navin Sethiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: Yaad Hai Mujhe (feat. N'VIN & Hr!shi) - Single >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.