Insaan

Rang roop aur ye dharm jaat
Fursat m nikl joNa kar ye baat
Mera rakatchaap na lele bhaap
Jo Insaan tu ban thode kamkar paap

Mere yaar meri jaan
Mere yaar baat maan
Kuch ban na ban
Tu mat ban anzaan
Mere yaar meri jaan
Mere yaar baat maan
Kuch ban na ban
Tu pahle ban insaan
Mere yaar meri jaan
Mere yaar baat maan
Kuch ban na ban
Tu Mat ban saitan
Mere yaar meri jaan
Mere yaar baat maan
Kuch ban na ban
Tu pahle ban insaan

Kuch pana hai to
Kuch padta khona
Meine dekh ke sikha
Chaan liya har kona
Insaan jo khilona
Khudgarzi ka rona
Juth sunke ye khus
Bass sach to kaho na
Kal chamach the chandi ke
Aaj chamachon ki chandi
Log jam kar jo chatain
Jiski power aur gandhi
Ye nakli zamana
Jira soch leke kaali
Log muhpe ye meethe
Dete Peeth piche gaali

Ye Neta abhineta
Abhineta bane neta
Khate Edde yahan peda
Koi dakkar bhi na leta
Kalyug ka ye daur
Hai Na dawapar na treta
Nepotism hai trendin
Kursi leta inka beta
Ye System ye zaali
Aur papi zamana
Kyon Bnti jo gudiya
Hawas ka bahana
Atyachaar ye ganda
Bharstachar ka dhanda
Baithe Wardi me gunde
Bole kanoon hai andha

Ye Jutha samaj aur
Aur jo Kachi ye rasme
Bs 3 baar bol toote
Janamon ki kasme
Ye Nakli jo saadhu
Jo Nakli jalala
Thoda ban feminist
Anzam dete Halala
Rab bhi hai rota dekh system-dalal-e
Krdi kiske hawale kon takdi sambhale
Koi acha to hai ni sab hai acha dikhate
Yahan lgta na dil koi mujhko uthale
Rabba lgta na dil apne pass bulale



Credits
Writer(s): Vishal Bom
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link