Keemat
Yaad aayi teri firse raahon me
Guzraa jb m firse un choraaho se
Soona sab rootha rab kami khali teri ab
Ronak nhi tujh bin dil ke gaaon me
Baahon me tu sota kisi or ki
Yahan m sota nhi khayaal kuch or hi
Yaadein zaroor hai tera kasoor hai
Yaha tera apna Tu gairon me magroor h
Dil ke marz ki dedo dawaayein hi
Pata tera batati ye hawayein nhi
Tune kaha it's bad for your health
Aaaj nashe ne hi fir ku teri jagayein li
Bacchi nhi ab himmatein
Nahi ab ganeematein
Ke tu aayegi
Mere pyaar ki nazro me ni keematein
Bacchi nhi ab himmatein
Nahi ab ganeematein
Ke tu aayegi
Mere pyaar ki nazro me ni keematein
Tere baad bs tere ane ki hi aas h
Kese kehdu bewafa ek tu hi khas h
Sath nhi mere par tuhi dil k pas h
Socha mene kya tha par kya ye halat h
Aaa bi jaa ab bs
Hota na sabar
Tere bin ab ye hota na safar
Tuta dil jese kaanch jata h bikhar
Agar
Hoti sath tu jo
Dil me ek sukoon hota
Chahne ki na hoti aas na koi junoon hota
Khali hath leke betha
Kali raat me
Sunta bi ni rab shyd tu jo ni h sath me
Aaj bhi why I'm so wrong for you
Dil ki baatei maine sabdo me likhi jo you
Suddenly I wrote this song for you
Listen carefully every line belongs to you
Tu hi khuda tu hi ibadat
Dekh kitni mere pyaar ki tahaarat
Tere makaan bane gairon ke zameen pe
Yahan aaj bhi mehfooz Tere pyaar ki imarat
Tujhe di vo na kisiko jagah di thi
Tujhe baat Maine pehle hi bata di thi
Sb kr magar bewafai nhi ki tune jis din
Us din jagah ye gava di thi
Bacchi nhi ab himmatein
Nahi ab ganeematein
Ke tu aayegi
Mere pyaar ki nazro me ni keematein
Bacchi nhi ab himmatein
Nahi ab ganeematein
Ke tu aayegi
Mere pyaar ki nazro me ni keematein
Guzraa jb m firse un choraaho se
Soona sab rootha rab kami khali teri ab
Ronak nhi tujh bin dil ke gaaon me
Baahon me tu sota kisi or ki
Yahan m sota nhi khayaal kuch or hi
Yaadein zaroor hai tera kasoor hai
Yaha tera apna Tu gairon me magroor h
Dil ke marz ki dedo dawaayein hi
Pata tera batati ye hawayein nhi
Tune kaha it's bad for your health
Aaaj nashe ne hi fir ku teri jagayein li
Bacchi nhi ab himmatein
Nahi ab ganeematein
Ke tu aayegi
Mere pyaar ki nazro me ni keematein
Bacchi nhi ab himmatein
Nahi ab ganeematein
Ke tu aayegi
Mere pyaar ki nazro me ni keematein
Tere baad bs tere ane ki hi aas h
Kese kehdu bewafa ek tu hi khas h
Sath nhi mere par tuhi dil k pas h
Socha mene kya tha par kya ye halat h
Aaa bi jaa ab bs
Hota na sabar
Tere bin ab ye hota na safar
Tuta dil jese kaanch jata h bikhar
Agar
Hoti sath tu jo
Dil me ek sukoon hota
Chahne ki na hoti aas na koi junoon hota
Khali hath leke betha
Kali raat me
Sunta bi ni rab shyd tu jo ni h sath me
Aaj bhi why I'm so wrong for you
Dil ki baatei maine sabdo me likhi jo you
Suddenly I wrote this song for you
Listen carefully every line belongs to you
Tu hi khuda tu hi ibadat
Dekh kitni mere pyaar ki tahaarat
Tere makaan bane gairon ke zameen pe
Yahan aaj bhi mehfooz Tere pyaar ki imarat
Tujhe di vo na kisiko jagah di thi
Tujhe baat Maine pehle hi bata di thi
Sb kr magar bewafai nhi ki tune jis din
Us din jagah ye gava di thi
Bacchi nhi ab himmatein
Nahi ab ganeematein
Ke tu aayegi
Mere pyaar ki nazro me ni keematein
Bacchi nhi ab himmatein
Nahi ab ganeematein
Ke tu aayegi
Mere pyaar ki nazro me ni keematein
Credits
Writer(s): Anny K
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.