Yaadein (feat. Gaurav Daimari)
Make your mind
Fake your smile
Take my love
And throw it away
Kash ki kashmakash mein kaise
Aas aashiqui mein jaise
Aashiq khata kasmein waise
Lagta har kadam pe jaise
Ghut'ta khud ka dumm
Fir chal ke do kadam
Aansu chhalke bhaari mann
Karta khudka mann safan
Saare darr ko kar dafan
Par har samay uss soch ke kareeb tu
Durr jiske pas
Lagta ab bss chheen loon
Par durr jis wajah se
Wo bhi yaad hai mujhko
Lagti yun saja si
Par kya ilm
Hai tujhko
Mai karta aaj bhi yaad
Har uss sham
Har uss raat ko
Har chhoti baat ko
Uss pehli mulakat ko
Jo tadpaate
Mai bhula nahi yaad wo
Teri baatein
Jaana tujhko jaana jaa na
Aise chhor ke
Yun khayalon mein sama na
Muh mod ke
Jo tu wapas aajae to bhi seene se lagau
Jabki mujhe bhi pta hai
You're just gonna
Make your mind
Fake your smile
Take my love
And throw it away
Zalim nazrein zali hassi aur jhutha pyaar
Meri sukhti siyaahi ki bhi
Tu hi ik wajah
Pehle muskurata tha mai tujhse milne pe
Aaj dikh bhi tu jaae
To lagti hai saza
Shayad khaab apne toote
Dil bhi
Raaste to bichhde
Fir bhi
Baatein ye lage to
Filmy
Bich apne aae
Duriyan
Inhe kaise mai mitaau
Jo dil mein gehre raaz
Unhe bass mai likhta jaau
Mere bass mein hi nahi hai
Bass ye yaadon se bhare hain baste
Dil mein bhi nahi ab baste
Shayad rukna hai mujhe
Ab bass
Kyuki jalti aankhein dukh bhi maape
Aur tu itni durr shayad
Taare sitaare jaha pe
Waha se
Muskura kar ik ishara to kar
Karta intezar tu
Aakar fir paraya to kar
Shayad dard hi
Pasand hai iss dil ko
Jo kaate din
Tere bin
Tu aakr usse zaya to kar
Make your mind
Fake your smile
Take my love
And throw it away
Fake your smile
Take my love
And throw it away
Kash ki kashmakash mein kaise
Aas aashiqui mein jaise
Aashiq khata kasmein waise
Lagta har kadam pe jaise
Ghut'ta khud ka dumm
Fir chal ke do kadam
Aansu chhalke bhaari mann
Karta khudka mann safan
Saare darr ko kar dafan
Par har samay uss soch ke kareeb tu
Durr jiske pas
Lagta ab bss chheen loon
Par durr jis wajah se
Wo bhi yaad hai mujhko
Lagti yun saja si
Par kya ilm
Hai tujhko
Mai karta aaj bhi yaad
Har uss sham
Har uss raat ko
Har chhoti baat ko
Uss pehli mulakat ko
Jo tadpaate
Mai bhula nahi yaad wo
Teri baatein
Jaana tujhko jaana jaa na
Aise chhor ke
Yun khayalon mein sama na
Muh mod ke
Jo tu wapas aajae to bhi seene se lagau
Jabki mujhe bhi pta hai
You're just gonna
Make your mind
Fake your smile
Take my love
And throw it away
Zalim nazrein zali hassi aur jhutha pyaar
Meri sukhti siyaahi ki bhi
Tu hi ik wajah
Pehle muskurata tha mai tujhse milne pe
Aaj dikh bhi tu jaae
To lagti hai saza
Shayad khaab apne toote
Dil bhi
Raaste to bichhde
Fir bhi
Baatein ye lage to
Filmy
Bich apne aae
Duriyan
Inhe kaise mai mitaau
Jo dil mein gehre raaz
Unhe bass mai likhta jaau
Mere bass mein hi nahi hai
Bass ye yaadon se bhare hain baste
Dil mein bhi nahi ab baste
Shayad rukna hai mujhe
Ab bass
Kyuki jalti aankhein dukh bhi maape
Aur tu itni durr shayad
Taare sitaare jaha pe
Waha se
Muskura kar ik ishara to kar
Karta intezar tu
Aakar fir paraya to kar
Shayad dard hi
Pasand hai iss dil ko
Jo kaate din
Tere bin
Tu aakr usse zaya to kar
Make your mind
Fake your smile
Take my love
And throw it away
Credits
Writer(s): Shivam Kumar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.