Ye Hai Mera Pakistan
Geet sabhi ka ek he hai
Geet sabhi ka ek he hai
Ek he sur aur ek he lay
Dharkan dharkan ek sadaa
La ilaha ilallah
Hai apni pehchan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Hum Kehkashan per chaltay hain
Rukh hawa ke badaltay hain
Waqt ke chehray per sadaa
Naqsh hamaray ubhartay hain
Hum se hai jahaan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Meelon bichay sehra bhi hain
Behtay yahan darya bhi hain
Aisa haseen watan kahan
Parbat yahan gulshan yahan
Saagar kohistan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Ye raat bhi dhal jaeygi
Ye raat bhi dhal jaeygi
Roshan subha to aaeygi
Utren gay ankhon mein phir khwaab
Zindagi muskuraaey gi
Azm hai aali shaan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Geet sabhi ka ek he hai
Ek he sur aur ek he lay
Dharkan dharkan ek sadaa
La ilaha ilallah
Hai apni pehchan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Hum Kehkashan per chaltay hain
Rukh hawa ke badaltay hain
Waqt ke chehray per sadaa
Naqsh hamaray ubhartay hain
Hum se hai jahaan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Meelon bichay sehra bhi hain
Behtay yahan darya bhi hain
Aisa haseen watan kahan
Parbat yahan gulshan yahan
Saagar kohistan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Ye raat bhi dhal jaeygi
Ye raat bhi dhal jaeygi
Roshan subha to aaeygi
Utren gay ankhon mein phir khwaab
Zindagi muskuraaey gi
Azm hai aali shaan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Ye hai mera pakistan
Jaan o dil jis pe qurban
Ye hai mera pakistan
Credits
Writer(s): Khawaja Ammad
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.