Ab Aaye Ho

Ab aaye ho toh
Door jaana naahi
Ye bol bol phir kyuuu
Chle tume gye
Ab aaye ho toh
Door jaana naahi
Ye bol bol phir kyuuu
Chle tume gye

Khamoshiyaan ye meri
Padhte the jo
Bedisha ye berang
Badalte gye
Ab aaye ho toh
Door jaana naahi
Ye bol bol phir kyuuu
Chle tume gye
Waaden haazar
Jo kiye the vo kyun
Baaton se apni
Mukarte gye

Shor si zindagi meri
Aur sukun sa
Ishq wo tera tha
Teri yaadon mein yun raaatein
Aur yu hota sawera tha
Teri haathon mei roshni
Aur jeevan ye andhera tha
Anjaane mai na jaan paaya
Tujhme mera basera tha
Adhuri kahani par khamosh
Labon ka pehra hota hai
Chot ruh ko lagi to
Dard gehra hota hai
Nigahein pher ke jo humse
Whaan door baithe hain
Koi idhar dekh le hum
Bekasur baithe hain

Wo raaten
Baaten mulaakaaten thi
Le kar khussiyan
Karib aati thi
Wo raaten
Baaten mulaakaaten thi
Le kar khussiyan
Karib aati thi
Dekkhe phir sapne
Dono ne kai
Dar tha kho na jaaye khin
Khin ye raaste
Manzil tk pahunche na
Sath ye khuda
Kbhiii choote na
Kbhi choote na
Ab aaye ho toh
Door jana naahi
Ye bol bol phir kyun
Chleee tum gye



Credits
Writer(s): Devansh Raj
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link