Wo Ai Ni
Bhool gaye woh waadein
Baatein ya iraade
Muh se saare lavz
Shabd tum bahaate the
Ulte-seedhe shabdon ke gaane tum banaate the
Aur wahi lavz apne aap aankhon mein aate the
Aate the, jaate the
Har kisi ko bataate the
"Zindagi mein chalte
Sitaaron se sajaa lete"
Siyaahi gir jaati toh kalam tum hataa te the
Par woh panne dil ke paas fir bhi laate the
Ai Ni
Wo Ai Ni
Nahi aayegi
Yeh bhi bataya nahi
Sare aam kari usne ladai thi
Uski aankhein band
Meri aankhein bhar aayi thi
Wo Ai Ni
Wo Ai Ni
Nahi aayegi
Yeh bhi bataya nahi
Sare aam kari usne ladai thi
Uski aankhein band
Meri aankhein bhar aayi thi
Kalam mere haathon se choot gaya
Tumhari baaton ka guldasata woh foot gaya
Rooth gaya mere se woh rooth gaya
Bandon ne dekha mera roop naya
Woh roop gaya
Jaise unn sabko bhool gaya
Unn sabko bhool gaya
Unn sabko bhool gaya.
Tasalli dene waale sab par Taaliyan na koi
Tasalli ka kya karein? Umeed Taaliyon se judi
Udd jaata hai yeh waqt, siyaahi likhe har shabd
Muh khule toh lavz, par muh jhuke toh bura waqt
Thoda sakt apne aap par
Samjhi thodi duniya seemaaein taap kar
Haanf kar, bhaaga sach se, mann mera saaf par
Doosron main khud ko dekhun
Fir kya sach unka badnaam par?
Gaddon ki baahon mein rehlun
Raatein meri gumnaam har
Zindagi mein shaamil woh dard
Kar fateh mann kehta par Gosht thand har sard
Deewaarein garam rakhti mann ko
Par deewaaron se baatein lagti hai karz
Shaamil mere kapdo mein shaayad woh
Shikaayat apne aap se
Badan par sitaare kaash gir jaate
Maut nahi buri haar apne aap se
Apne aap se
Jiss din haath na likh paaye
Uss din, zubaan zaroori hogi
Par zubaan ka bhaar uth jaaye
Shabdon mein utni bhaar zaroori hogi
Wo Ai Ni
Wo Ai Ni
Nahi aayegi
Yeh bhi bataya nahi
Sare aam kari usne ladai thi
Uski aankhein band
Meri aankhein bhar aayi thi
Baatein ya iraade
Muh se saare lavz
Shabd tum bahaate the
Ulte-seedhe shabdon ke gaane tum banaate the
Aur wahi lavz apne aap aankhon mein aate the
Aate the, jaate the
Har kisi ko bataate the
"Zindagi mein chalte
Sitaaron se sajaa lete"
Siyaahi gir jaati toh kalam tum hataa te the
Par woh panne dil ke paas fir bhi laate the
Ai Ni
Wo Ai Ni
Nahi aayegi
Yeh bhi bataya nahi
Sare aam kari usne ladai thi
Uski aankhein band
Meri aankhein bhar aayi thi
Wo Ai Ni
Wo Ai Ni
Nahi aayegi
Yeh bhi bataya nahi
Sare aam kari usne ladai thi
Uski aankhein band
Meri aankhein bhar aayi thi
Kalam mere haathon se choot gaya
Tumhari baaton ka guldasata woh foot gaya
Rooth gaya mere se woh rooth gaya
Bandon ne dekha mera roop naya
Woh roop gaya
Jaise unn sabko bhool gaya
Unn sabko bhool gaya
Unn sabko bhool gaya.
Tasalli dene waale sab par Taaliyan na koi
Tasalli ka kya karein? Umeed Taaliyon se judi
Udd jaata hai yeh waqt, siyaahi likhe har shabd
Muh khule toh lavz, par muh jhuke toh bura waqt
Thoda sakt apne aap par
Samjhi thodi duniya seemaaein taap kar
Haanf kar, bhaaga sach se, mann mera saaf par
Doosron main khud ko dekhun
Fir kya sach unka badnaam par?
Gaddon ki baahon mein rehlun
Raatein meri gumnaam har
Zindagi mein shaamil woh dard
Kar fateh mann kehta par Gosht thand har sard
Deewaarein garam rakhti mann ko
Par deewaaron se baatein lagti hai karz
Shaamil mere kapdo mein shaayad woh
Shikaayat apne aap se
Badan par sitaare kaash gir jaate
Maut nahi buri haar apne aap se
Apne aap se
Jiss din haath na likh paaye
Uss din, zubaan zaroori hogi
Par zubaan ka bhaar uth jaaye
Shabdon mein utni bhaar zaroori hogi
Wo Ai Ni
Wo Ai Ni
Nahi aayegi
Yeh bhi bataya nahi
Sare aam kari usne ladai thi
Uski aankhein band
Meri aankhein bhar aayi thi
Credits
Writer(s): Sommaiya Angrish
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.