Zindagi Aisehi Chalti Hain

Do din ke beech mein ek raat guzarti hai
Sooraj jab doob ke phir se nikalti hai
Kabhi-kabhi kari dhoop mein barsaat bhi aati hai
Mausam yahaan jaise hi rang-roop badalti hai

Zindagi apni aise hi chalti hai
Bigad ke baad mein fir se sambhalti hai
Zindagi apni aise hi chalti hai
Bigad ke baad mein fir se sambhalti hai

Bado se leke dua aage hum badh aate hain
Phir ek nayi kahaani khud ki bana jate hain
Bachpan bigad jaane se jawani fisal jati hai
Phir sochte-sochte budhapa aa jaati hai

Lehrein apni disha se phir palat'ti hai
Hawayein jab kabhi rasta badalti hai
Kabhi-kabhi kari dhoop mein barsaat bhi aati hai
Mausam yahaan jaise hi rang-roop badalti hai

Zindagi apni aise hi chalti hai
Zindagi apni aise hi chalti hai

Leke hum sab ki khabar khud ki bata jaate hain
Qisse nayi-purani apni suna jaate hain
Jahaan pe dikhe na koi, wahin pe thehar jaate hain
Phir ek nayi raah pe hum bhi nikal jaate hain

Do din ke beech mein ek raat guzarti hai
Sooraj jab doob ke phir se nikalti hai
Kabhi-kabhi kari dhoop mein barsaat bhi aati hai
Mausam yahaan jaise hi rang-roop badalti hai

Zindagi apni aise hi chalti hai
Bigad ke baad mein fir se sambhalti hai
Zindagi apni aise hi chalti hai
Bigad ke baad mein fir se sambhalti hai



Credits
Writer(s): Hasinur Rahman
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link