Aik Khata
Aik khata ho gayi
Hum se kuch yun
Jis ki saza milti
Rahi humein kuch yun
Aik khata ho gayi
Na jaane kab par yunhi
The jab ham do ajnabi
Tab thi jo dil mein kami
Wo ab saza hai lagti
Aankhon se cheen li nami
De di iss dil ko khushi
Ab mangu bas mein wohi
Jis mein ho tu bas meri
Tu hai meri zindagi
Dhoondun tujh ko har ghari
Meri manzil ho juri
Tum se to dunya ruki
Tu ho tou jaisay ho jeet
Teray bin sab hai ajeeb
Tou bas rahein tu kareeb
Dil ki kuch baaton mein, puraani yaadon mein
Thi kuch anjaani si baatein jo saath hain
Par guzra hai dil bhi tou andheri raaton se
Kuch ansahi si saanson ke aagay
Aik khata hogayi
Jiss ki saza millti
Rahi humein kuch yun
Wo saza jo milli har khushi chhin gayi
Teray bin dhoondu mein jeenay ka maqsad koi
Tou aaja gum jayein hum bhi khalaa mein kahein
Dhoondein hum raasta koi jiss pe ho zindagi
Jiss mein tu saath ho meray
Meray sab ghum hon teray
Jo bhi tu keh na saki
Khaamoshi si cha gayi
Nahi rehna mein ne aisay
Yun tujh se door ho ke
Tu aaja paas tu meray
Bata de kaisa hai khel ye?
Dil ki kuch baaton mein, puraani yaadon mein
Thi kuch anjaani si baatein jo saath hain
Par guzra hai dil bhi tou andheri raaton se
Kuch ansahi si saanson ke aagay
Aik khata hogayi
Aik khata hogayi
Hum se kuch yun
Jis ki saza milti
Rahi humein kuch yun
Aik khata ho gayi
Na jaane kab par yunhi
The jab ham do ajnabi
Tab thi jo dil mein kami
Wo ab saza hai lagti
Aankhon se cheen li nami
De di iss dil ko khushi
Ab mangu bas mein wohi
Jis mein ho tu bas meri
Tu hai meri zindagi
Dhoondun tujh ko har ghari
Meri manzil ho juri
Tum se to dunya ruki
Tu ho tou jaisay ho jeet
Teray bin sab hai ajeeb
Tou bas rahein tu kareeb
Dil ki kuch baaton mein, puraani yaadon mein
Thi kuch anjaani si baatein jo saath hain
Par guzra hai dil bhi tou andheri raaton se
Kuch ansahi si saanson ke aagay
Aik khata hogayi
Jiss ki saza millti
Rahi humein kuch yun
Wo saza jo milli har khushi chhin gayi
Teray bin dhoondu mein jeenay ka maqsad koi
Tou aaja gum jayein hum bhi khalaa mein kahein
Dhoondein hum raasta koi jiss pe ho zindagi
Jiss mein tu saath ho meray
Meray sab ghum hon teray
Jo bhi tu keh na saki
Khaamoshi si cha gayi
Nahi rehna mein ne aisay
Yun tujh se door ho ke
Tu aaja paas tu meray
Bata de kaisa hai khel ye?
Dil ki kuch baaton mein, puraani yaadon mein
Thi kuch anjaani si baatein jo saath hain
Par guzra hai dil bhi tou andheri raaton se
Kuch ansahi si saanson ke aagay
Aik khata hogayi
Aik khata hogayi
Credits
Writer(s): Rehman Afshar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.