DIVIDE and RULE (feat. ASD & Aay Bhalla)
United they come from far and wide
Hindu Muslim Sikh Isai
Victims of hate, separated by lies
In truth they stand and together they rise
Sard hawayein
Rok na payein
Dekho jidhar dayein ya bayein
Main bharat ka he beta hoon
Kaii raat sadak pe leta hoon
Tum aatank vaadi kehte ho main hakk mangne baitha hoon
Tere laathi dande khake bhi
Badle mein langar deta hoon
Sada baantne ki tu baat kahe
Main bhaichare ki kehta hoon
Yahaan allah ki azaan bhi hai
Aur jaikaron ki goonj kahin
Kahin ram naam ka jaap chale
Na neech kahin na oonch kahin
Main hindu hu, main he sikh hoon
Aur haan main musalmaan bhi hoon
Kaise khud ko khud se door karu
Akhir toh ik insaan he hoon
Akhir toh ik insaan he hoon
Main bharat ka kisaan he hoon
Main bharat ka kisaan he hoon
Main india ka kisaan he hoon
Modi ji Modi ji, bekar karo na vaqt fizool
Nahi chalega nahi chalega, ab ki baar divide and rule

Let the masses wake up and realize
Their pain and suffering, violations of rights
In a secular nation with ancient ties
Religion is still used to create divide
Main pizza khau tum bhadak uthe
Main benz chalau, tum bhadak uthe
Mere haath mein iphone samsung hai
Main jeans mein auun, tum bhadak uthe
Phatte hon kaprhe, kurta dhoti, bael gaadi aur sookhi roti
Rehne ko ho jhoprhi choti, kahaan see laya barhi si kothi
Aap ki soch ka dairaa hai, voh abhi bhi vahin pe thehra hai
Mujhe pak aur china fund karein
Har channel yahi toh keh rha hai
Toh baat yeh sachi kahenge kaise
Kalam pe gun ka pehra hai
Chalo chhodo bhi
Ab jaane do
Mujhe pate ki baat batane do
Yeh jo baar baar tum kehte ho k kahan se aati funding hai
Ye 20 rupay ki investment aur return never ending hai
Nanak ki reet purani hai
Ye sach hai na koi kahani hai
Punjab yahaan mera pet bhare, Haryana doodh pilata hai
Tum paani pe bhi rok lgao, ab voh U.P. se aata hai
Humein lagti yahaan pe thand kahaan, Bihar aur Uttarakhand yahaan
Ab dilli ka mehmaan hua, yahaan kharha aa Rajasthan hua
Rabb aisa meharbaan hua, ik jutt ab Hindustan hua toh

Main haath jorh ke naman karu jo media sach dikhata hai
NDTV aur freelancers ko iska credit jaata hai
Meri BBC pe khabar lagi aur international news mein main
Tractor se main twitter pe aaya, youtube ke views pe main
Bharhe ke gunde laate ho, unhe dilli waale bataate ho
Unse pathraav karaake tum, kuchh naare bhi lagwate ho
Phir prime time pe cheekh cheekh usse breaking news banaate ho
Jo dilli se humein pyaar mila, jo bhaichaare ka phool khila
Na kisi ko humse koi gila, kyu yeh sab nahi dikhaate ho
Tum anparh unhi ko kehte ho jo khaane ko tumhe dete hain
Yahaan doctor engineer jo hain, kisaano ke he bete hain
Tere kaanuno ko parha hu main, sab samjha hoon tabhi arha hu main
Sab samjha hoon tabhi larha hu main, sab samjha hoon tabhi kharha hu main
Main hakk mangne baitha hoon, na maangne baitha bheekh koi
Khud degree asli le aao phir dena humko seekh koi
Ek baat batao modi ji, kyu humse itna jalte ho
Yehi ann toh aap bhi khaate ho, yaa batteriyon se chalte ho
Oh pata chala kyu zikr nahi, kyu aap ko meri fikr nahi
Naa aap ki koi faslein hain, naa aane wali naslein hain
Toh phokatt chintan kaahe karein, yeh kaunsa dekh ke masle hain
Yahaan jatt bhi hai aur jaat hai
Dono ki kya he baat hai
Yahaan dharam pe koi bantaa nahi
Aur naa he koi zaat hai
Ab agli chaal chaloge kya
Rahe pooch ambani adani hain
Aur dharam pe kaise baantoge
Yahaan ek he dharm kisaani hai
Ek he dharm kisaani hai

Aawaz uthane baithi hoon
Yahaan baithi main bekaar nahi
Sab dekhke bhi jo chup rahu
Main na shukra koi star nahi
Zulm dekh kar maun hain jo
Kaun hain woh, kaun hain woh
Mere haath tiranga, na koi panga, na koi danga
Mann ki aankh se dekho toh zara main he yamuna main he ganga
Bharat ki paidaish hu, aur balidaano ki peti hu
Ann daata ko maine janma
Khud bhi ussi si beti hu
Everybody that eats is a mouth that I feed
All I ask is they do right by me
Attempts to switch the narrative and cover up their sins
Silence real journalism, let the fake news win
Hypocrisies of the powers that be
Elites claim they know whats good for me
The revolution is still alive for the world to see
The glorious fall of democracy

Credits
Writer(s): Anuraag Dhaliwal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.