Ali Un Wali Ullah
Goonj raha hai bas yahi naara ho falak ho zami sab ne pukara
Ali un Wali Ullah
Ali un Wali Ullah
Iskey hi wastey hai maraka e karbobla
Deen e islaam may bus iskey siwa kuch bhi nahi
Rab ki wahdath bhi nahi or risalath bhi nahi
Dey agar iski gawahi to ho kalma pura
Ali un Wali Ullah
Ali un Wali Ullah
Iskey hi zikra se khaliq ka makaa'n roushan hai
Ye azaano may agar ho to azaa'n roushan hai
Is se hoti hai jahaano may namaazo ki baqa
Ali un Wali Ullah
Ali un Wali Ullah
Madar e hyder e karaar chaley aaney par
Bangaya tera rajab ko naya dewaar may dar
Khaana e kaba ki dewaar ye deyti thi sada
Ali un Wali Ullah
Ali un Wali Ullah
Rab e dawar ka makaa'n paak bananey kay liye
Budh parasti ko ye kaabey se mitaney kay liye
Muskuraata huwa hai mohrey nabuwath pay khada
Ali un Wali Ullah
Ali un Wali Ullah
Sura e khaif ki tafseer baya'n kartey huwey
Apney baba ki fazilath ko aya'n kartey huwey
Yahi kehta raha naizey pay sar e shahey huda
Ali un Wali Ullah
Ali un Wali Ullah
Husn e abbas may iska hi to jalwa dekha
Dekhtey rehgaya akbàr ka jo chehra dekha
Yahi kalma ali asghar kay tabbasum may mila
Ali un Wali Ullah
Ali un Wali Ullah
Munkir e zaat e Ali ka koi eemaan nahin
Jo nahi pardhta hai kalma wo Musalmaan nahin
Khol deta hai ye Har aik ka pal mein shajra
Ali un Wali Ullah
Ali un Wali Ullah
Parda e ghaib se ay arsh jab ayenge imam
Dono alam ka badal jayega lamho nizam
Merey moula merey aqa ki zuba'n par hoga

Credits
Writer(s): Sajjad Arsh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.