Mushkil Kusha E Khalq
Mushkil kusha e khalq kudaara madad karo
Zainab pukaarthi hai ke baba madad karo
Lashkar huwa tamaam nahl kol jaan nisaar
Narghe me zaallmoun ke hai zehra ka gul e zaar
Bekas pe toot padhthe hain laakhoun jafaa sheyaar
Bahre madad ab aalye ya shaah-e- zulfeqaar
Mushkil kusha e khalq kudaara madad karo
Zaqmoun se choor hai mere bhaai Ka sab badan
Ab dagmagaa rahe hain faras par shah e zaman
Hum shkil mustafa hain na aur qasim-e-hassan
Shaane kataa e sote hain abbas-e-saf shikan
Mushkil kusha e khalq kudaara madad karo
Beti tumhaari kya kare is waqt yaa ali
Girta hai kol dam me faras se mera aaqi
Mazloom bhaai tak na bahan ran me jaa saki
Abbas jaagthe nahi kab se jagaa chuki
Mushkil kusha e khalq kudaara madad karo
Baba zameen e karbobala khoon se laal hal
Baba hazaaroun teghoun me amma ka laal hai
Baba sambhaal lo ke hussain ab nidhaal hai
Baba tumhaari beti ka adna sawaal hai

Credits
Writer(s): Syed Mustafa (fikri)
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.