Chalo Darbar E Raza
Ya Raza
Zamin e Ahoo Mola
Chalo Chalo Shehar e khurasan
Chalo Darbar E Raza
Hai khula shaam o saher aatwa baab e dua
Chalo darbar e raza
Aisey mayoos na ho
Aisey mayoos na ho
Wo bulaatey hai raza, Chalo Darbar E Raza
Chalkey mashad ki zamee'n par zara jannath dekho
Kaisey hoti hai ghareebo'n pay inayath dekho
Sab badal dengey raza jo hai khismath ka likha, Chalo Darbar E Raza
Chalo Darbar E Raza
Har ghadi shahey khurasaa'n ka hai rouza abaad
Ins o jinn hurr o malak sab hai yahan zindabad
Wo moinuzouffa wo ghareebul ghurabba, Chalo Darbar E Raza
Chalo Darbar E Raza
Dono alam may hai mashoor saqawat inki
Inkey ajdaad ali baba ali ye bhi ali
Daulatey bantta hai inkey haato se khuda, Chalo Darbar E Raza
Chalo Darbar E Raza
Saarey maqlooq yahan ashk bahakar maange
Haan magar waasta masooma ka deykar maange
Sirf ek do hi nahi sabko kardenge aata, Chalo Darbar E Raza
Chalo Darbar E Raza
Sab muraadey wahan phoolo'n ki tarha khilti hai
Inkey rouzey may hi jannath ki ghizza milti hai
Inkey dastar se huwi sab mareezo ko shiffa, Chalo Darbar E Raza
Chalo Darbar E Raza
Duniya mohataaj hai dhokey kay siwa kya deygi
Tumko mashaad may dua fatema zehra deygi
Ek haqeeqat hai yahi manlo mera kaha, Chalo Darbar E Raza
Chalo Darbar E Raza
Mushkiley door waha'n par bakhuda hoti hai
Inki naalain ki mitthi se shiffa hoti hai
Khatm kardenge abhi har wo zaherili waba, Chalo Darbar E Raza
Chalo Darbar E Raza
Inkey khabzey may khuda louho khalam rakhta hai
Inki har bath ka allaha bharam rakhta hai
Chalta hai arsh talak bus inhi ka sikha, Chalo Darbar E Raza
Chalo Darbar E Raza
Dono alam ka madadgaar mera moula hai
Arsh ney saarey qaseedey may yahi likha hai
Sab se Farhan Ye hi iltayja Karne laga, Chalo Darbar E Raza

Credits
Writer(s): Sajjad Arsh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.