Heer
Ek thi raanjhe ki vo heer
Dil mera ghayal kar ke le gayi
Woahhhh
Likh gayi panne par taqdeer
Ab bas teri ye yaaden reh gayi
Dhoondha bohot par mili kahin wafa nahi
Ya to shayad mere haq me hai daga sahi
Hun tujhse door mere dil ki hai saza yahi
Tere alawa mera dil kahin laga nahi
Kara tha wada par puri kari raza nahi
Tujhse bhi zada intzaar tera tha kahin
Tu na ho saath to pairon ke neeche na zameen
Bekarar tha mai pyaar tha ye laazmi
Aankhen num bache hai gum bas meri aashiqui me
Laash hai hum haan tujhko paane ki bas aas ki hai
Tu jaise koi kitaab aur ye panna aakhri hai
Raaten humne jo guzari hoke saath hi me
Saath baith ke jo karte the hum dil ki baaten
Aanjaane me jo aankhon se thi milti aankhen
Saath baith ke jo karte the hum dil ki baaten
Tu ho gayi door ab bas mera dil hi saath hai
Ek thi raanjhe ki vo heer
Dil mera ghayal kar ke le gayi
Woahhhh
Likh gayi panne par taqdeer
Ab bas teri ye yaaden reh gayi
Ye mera farz hai ki tere gum hai saare mere
Leke ye dard Humdard banna chahe tere
Teri wajah se dil pe lage ye vaar hai gehre
Naa jaane kyun ab ni sahe jaate laare tere
Aaj bhi hu khush yaadon ke sahare tere
Jeene ke liye ye kaafi hai ishare tere
Aaj bhi hu khush yaadon ke sahare tere
Jeene ke liye ye kaafi hai ishare tere
Menu choor ke na ja

Credits
Writer(s): Ishaan Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.