Jhoothi Duniya

Phir se chal pada me, Aazadi ke liye
Ha chalta hi raha me, Bina thake bina ruke
Phir se Chal pada me, Kaandhe basta taang ke
Ha Chalta hi raha me, aur pa li manzile

Yeh khwab tere sach nahi h, wadiyan yeh keh rahi h tujhe,
haan jaan le
Is pal me jee le zindagi, yeh pal yahi h our nahi h kahin,
haan maan le

Jhoothe sapne hain Jhoothi Khwahishein, yeh keh rahi zindagi
Jhoothi Duniya hain Jhoothe log ye, hain keh rahe raaste
Jhoothe sapne hain Jhoothi Khwahishein, yeh keh rahi zindagi
Jhoothi Duniya hain Jhoothe log ye, hain keh rahe raaste

Koi na jaane aaj yeh, kya sahi aur kya galat
Nind mein he log yeh, sach ki na hain inhe khabar
Zanjeeron me kaid yeh, kaatein apni zindagi
Khwahishon ke jaal me, haan baatein har khushi

Yeh khwab tere sach nahi h, wadiyan yeh keh rahi h tujhe,
haan jaan le
Is pal me jee le zindagi, yeh pal yahi h our nahi h kahin,
haan maan le

Jhoothe sapne hain Jhoothi Khwahishein, yeh keh rahi zindagi
Jhoothi Duniya hain Jhoothe log ye. hain keh rahe raaste
Jhoothe sapne hain Jhoothi Khwajishein, yeh keh rahi zindagi
Jhoothi Duniya hain Jhoothe log ye, hain keh rahe raaste



Credits
Writer(s): Himanshu Upadhyay
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link