Bachpan Se 56 (feat. Rasp)
Rover on the mic
RASP on the beat
Chota safar hai
Aaj bachpan to kal 56 kya
Suno
Hai chota safar
Bachpan se 56, bachpan se 56
Yaad hain wo din
Pehne the jab hum 4 no. chappal
Samay ka chakra
Haath mein ab steering, gayab hai cycle
Midnight's children
8 baje uthte hain 4 baje sokar
Sab kuch naya
Bachpan ki yaadein sab bhool hi gaya
Teacher ne poocha ki banoge kya?
Astronaut bola par b.com kiya
Naa ki galtiyaan
Sapne jo dekhe the maine wo bade se
Poore wo huye jo na kabhi sake se
Milu main kabhi to bolu upar wale se
Chaar din hi sahi, wo din mujhko wapas de
Haan
Chote mein lagta tha bada hona hai
Bada hua dekha jungle ghana hai
Nange paav yahaan pe chalna mana hai
Aur karna mana hai jo pehle karta tha
Half ticket tha par nahi darta tha
Ab sochta samajta hu bolne se pehle
Sab yahaan paraaye, na koi ghar ka sa
Neend se nashe par gaadi palti hai
Saath mein jo ab hai na sone deti hai
Lori jo sunte the daadi ki pehle
Sote fatt se jaise bhujte hain diye
Main diston ke liye harr pal hu haazir
Koi MBA aur koi hai CA
Videshon mein baithe hain aaj wo sab
Bachpan mein jinke tiffin chori kiye
Haan
Samay ki gaadi
Tezi se chale, tezi se chale
Roz sawaari isme
Chadhe koi utre, chadhe koi utre
Hai chota safar
Bachpan se 56, bachpan se 56
Yaad hain wo din
Pehne the jab hum 4 no. chappal
Samay ka chakra
Haath mein ab steering, gayab hai cycle
Midnight's children
8 baje uthte hain 4 baje sokar
Hai chota safar
Yaad hain wo din
Ye samay ka chakra
Midnight's children
8 baje uthte hain 4 baje sokar
Din ab shuru zimmedaari ke parchon se
Chota tha jab tab pocket mein kharre the
Badla nahi bas ye hip-hop ka passion
Saatvi mein bhi mere gaano ke charche the
10 ki jab umar, popeye the sailor
16 pe aake, wasseypur ka trailer
Kuch alag sa karne ki aadat shuru se
Bachpan se chappan, I wanna grow bigger
I wanna grow bigger, I wanna grow bigger
Kar de tu trigger, kar de tu trigger
Laakhon mein ek banne ka shauk tha
Billion aabadi, 1 bhi yahaan 100 sa
Josh aur junoon, pehle kuch aur tha
Small se XL, kam hota hosla
Alag hi daur tha
Chacha ke jab hum kandhe par baithe the
Doston aur yaaron ko kandha ab dete hain
Thulle ne pakda to danda ab lete hain
Sabko kehte hain, dua salaam
Chutpan mein saari, galtiyaan maaf
Aajkal ka samay to udne laga hai
Dheela kar maanjha, udd jaa tu saath
Samay ki gaadi
Tezi se chale, tezi se chale
Roz sawaari
Chadhe koi utre, chadhe koi utre
Hai chota safar
Bachpan se 56, bachpan se 56
Yaad hain wo din
Pehne the jab hum 4 no. chappal
Samay ka chakra
Haath mein ab steering, gayab hai cycle
Midnight's children
8 baje uthte hain 4 baje sokar
Hai chota safar
Yaad hain wo din
Ye samay ka chakra
Haath mein ab steering, gayab hai cycle
Midnight's children
8 baje uthte hain 4 baje sokar
Aaj bachpan to kal 56
RASP on the beat
Chota safar hai
Aaj bachpan to kal 56 kya
Suno
Hai chota safar
Bachpan se 56, bachpan se 56
Yaad hain wo din
Pehne the jab hum 4 no. chappal
Samay ka chakra
Haath mein ab steering, gayab hai cycle
Midnight's children
8 baje uthte hain 4 baje sokar
Sab kuch naya
Bachpan ki yaadein sab bhool hi gaya
Teacher ne poocha ki banoge kya?
Astronaut bola par b.com kiya
Naa ki galtiyaan
Sapne jo dekhe the maine wo bade se
Poore wo huye jo na kabhi sake se
Milu main kabhi to bolu upar wale se
Chaar din hi sahi, wo din mujhko wapas de
Haan
Chote mein lagta tha bada hona hai
Bada hua dekha jungle ghana hai
Nange paav yahaan pe chalna mana hai
Aur karna mana hai jo pehle karta tha
Half ticket tha par nahi darta tha
Ab sochta samajta hu bolne se pehle
Sab yahaan paraaye, na koi ghar ka sa
Neend se nashe par gaadi palti hai
Saath mein jo ab hai na sone deti hai
Lori jo sunte the daadi ki pehle
Sote fatt se jaise bhujte hain diye
Main diston ke liye harr pal hu haazir
Koi MBA aur koi hai CA
Videshon mein baithe hain aaj wo sab
Bachpan mein jinke tiffin chori kiye
Haan
Samay ki gaadi
Tezi se chale, tezi se chale
Roz sawaari isme
Chadhe koi utre, chadhe koi utre
Hai chota safar
Bachpan se 56, bachpan se 56
Yaad hain wo din
Pehne the jab hum 4 no. chappal
Samay ka chakra
Haath mein ab steering, gayab hai cycle
Midnight's children
8 baje uthte hain 4 baje sokar
Hai chota safar
Yaad hain wo din
Ye samay ka chakra
Midnight's children
8 baje uthte hain 4 baje sokar
Din ab shuru zimmedaari ke parchon se
Chota tha jab tab pocket mein kharre the
Badla nahi bas ye hip-hop ka passion
Saatvi mein bhi mere gaano ke charche the
10 ki jab umar, popeye the sailor
16 pe aake, wasseypur ka trailer
Kuch alag sa karne ki aadat shuru se
Bachpan se chappan, I wanna grow bigger
I wanna grow bigger, I wanna grow bigger
Kar de tu trigger, kar de tu trigger
Laakhon mein ek banne ka shauk tha
Billion aabadi, 1 bhi yahaan 100 sa
Josh aur junoon, pehle kuch aur tha
Small se XL, kam hota hosla
Alag hi daur tha
Chacha ke jab hum kandhe par baithe the
Doston aur yaaron ko kandha ab dete hain
Thulle ne pakda to danda ab lete hain
Sabko kehte hain, dua salaam
Chutpan mein saari, galtiyaan maaf
Aajkal ka samay to udne laga hai
Dheela kar maanjha, udd jaa tu saath
Samay ki gaadi
Tezi se chale, tezi se chale
Roz sawaari
Chadhe koi utre, chadhe koi utre
Hai chota safar
Bachpan se 56, bachpan se 56
Yaad hain wo din
Pehne the jab hum 4 no. chappal
Samay ka chakra
Haath mein ab steering, gayab hai cycle
Midnight's children
8 baje uthte hain 4 baje sokar
Hai chota safar
Yaad hain wo din
Ye samay ka chakra
Haath mein ab steering, gayab hai cycle
Midnight's children
8 baje uthte hain 4 baje sokar
Aaj bachpan to kal 56
Credits
Writer(s): Rohan Verma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.