Badal Hain Jatay
Karachi doh aik number se
2012 Ki kahani hai kya...
Badal hain jatey dekh...
Badal hain jatey dekh milne ke adaab bhi
Noumaya hote chehre girtey hain naqaab bhi
Nikalte asteeno se palay huay hain sanp bhi
Hijaab jo giray to mangay rishtoon ne hisab bhi
Hisaab bhi main dunga, karunga lajawab bhi
Hua tha main kharab karunga main kharab bhi
Jalayga dekh dekh na yeh aftaab bhi
Khwaab mera aik tora or baray hain khuwab bhi
Yeh sach bhi kitna sacha apne atay kaam hain
Yeh sach bhi kitna jhoota, apne atay kaam hain
Do do sab ke chehre or aik na zabaan hai
Kamar pe khanjaroon ki yeh chorte nishan hain
Or kuch to jhootay waddoon ki khulay huay dukaan hain
24 Hoon main toola beta main na khoota hounga
Soch bari karle tu ke main na choota hounga
Jo milayga mujhko haan main sab ko lauta dunga
Karachi ka hoon londa main yeh scenes utha dunga
Jab kisi apne ne kaha tha ke hunar nahi hai tum main
To gehroon se khailwadiya ke hounhar ho tum
Itni ghair zimadari se dil tora mera ke aaj meri kamiyabi ki
Zimadar ho tum
Bhai tera bohat hard hai
Kisi ka nahi mohtaj hai
Phela corona jaisay inki ayi mout aaj hai
Mangi na bheek mazbooti wala kaam kaj hai
Ex ka bhi message aya dekhna meri poch aaj hai
Han jala tha dil yeh thora
Per chora pechay chora
Lambi race ka main ghora daura agaye daura
Jabse toota dil yeh jora mazboot londa hora
Kam 25 apne, apna rukh hai asma ko mora
Pura dedia dil usko kam parha tha thora
Kanch ka hai ghar ab apne hath main hatora
Tere diya dhag tere kisson se hi dhoora
Jab bhi pop-up ata mera dil to jalta hoga tera
Hamza
Hamza
Hamza
Hamza
Hamza
Hamza
Hamza
Hamza
Kam 25 hai
Han yeh akhri hai line phir short londa hora
Mere fans ke liya yahan pe chori hai ya chora
Uthaya hai wahan se jahan pe apno ne tha chora
Ab yeh pyar hi tumhara karta mera seena chora
Dil se jor gaye hain rishte anjano se kaisay hain
Jaisa hon main inka yeh mere liya waisay hain
Batana zamane ko ke gir ke uthte kaisay hain
Kam mera 25 or scenes kuch aisay hain

Credits
Writer(s): Hamza Ibrahim
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.