Mummy Papa
Shuru kaha se karu nahi aara kuch dimag me
Kitti saari khushiya hai pending padi demand me
Zindagi hai pyaari, usse pehle mummy meri
Jannat ko feel karne kaafi ek jhappi teri
Galti meri, jitti thi sab maan liya
Tera naam roshan krna h yeh baat ab thaan liya
Maa se badhke koi nhi yeh baat ab me maan gaya
Nhi rukunga ab kyuki khudko mein jaan gaya
Kehneko toh maa shabd boht zada chota hai
Jhaank k toh dekh andar bada sa kaleja hai
Khud thandi roti khake mere liye rotiyo ko garam garam seka hai Feka hai
Khudki khushiyo ko naale me
Hath pakadke chalti mera din ke ujale mein
Dar lagta kyun tere se dur jaane mein
Pyaar woh milati Bina swad wale khane mein
Mummy bolne wala maza mom me kaha
Ghar wala maza club party me kaha
Sath mein hum baithke haan peete do cup chay
Waisa mazza starbucks ki coffee mein kaha?
Woh bhendi wala vibe bhai swiggy mein nahi hai
Daal chawal wala maza yuppie me nhi hai
Haan meri mummy itti padhi likhi nhi hai par jo gyaan uske pass woh kisi degree me nhi h
Ummeede jispe sar rakhti.wo wala Pillow me
Zindagi ko dekha mein, maa k dil k window se
Duniya ke liye khali gol wala zero mein
Ladkiyon se pehle meri mummy ka hero mein
Jab yeh rap likh raha tha mummy shak kar k puchi raat ko kya tu kar raha tha
Aaj yeh video dikhaunga aur bolunga me shaan se dekh mummy tera beta jannat ko likhra tha
Chabiya toh milti nahi aur har jagah hai taala taala
Zindagi mein mere meko savera bhi dikhta kaala
Shukriya khuda ka jisne maa jaisa toufa meko phukkat me de daala
Kya bolu papa abhi tumhare baare me
Khudse pehle sochte aap humare baare me
Rappero ka baap mein par aap mere baap
Kadwe shabdo k andar chupa hua pyaar
Meri Zindagi ke raaste me chalte mere aage
Mere tak koi bhi musibat hi nhi aati
Dil me hai papa aapke liye bht pyaar
Yeh baat kabhi samne se boli hi nhi jati
Puchte rehte aap, beta pooja kyu ni krta?
Me kyu karu papa? Meri har ek khwaish aap karte puri ki
Bhagwaan se kuch mangne ki noubat hi nahi aati
Smile karte har waqt dikhate kabhi gum nahi
Aapko haarane jitna mere andar dum nahin
Waise toh umar aapki hogyi 49 lekin
Mere liye aap kisi hero se kam nahi
Mehnat ka mtlb aap hi sikhaye meko
Cycle se computer sab kuch dilaye meko
Zindagi nikal gayi aapki koyle ki khaan me
Phir aap here jaisa chamakna sikhaye meko
Band darwaze ko bina bole kholte rehte
Nikamma nalayak har baar aap bolte rehte
Padhle beta. Padhle beta phir bhi me ni sunta
Dr. Engineer aise career mein ni chunta
Jo khushi hai pyaar me woh nahi hai money me
Meri khushi papa khali aapki khushi me
Phir bhi ek baat aapko likh ke deta hu 5 saal baad ghumaunga tumko Lamborghini me
Yaad hai woh aapki purani hero honda
N. T. R se leke ghumaye Golconda
Anjaan hun aaj lekin dekh lena
Ek din puri duniya me machayega
Yeh SHARMA JI KA LAUNDA
Dimag jata har jagah kahi mera man nhi jaata
Man nhi jaata jaha, woh kaam kabhi kar nhi pata
Kar bhi liya toh kya fayda?
Badle me mein kuch nhi paata
Phir bhi khush hun kyuki mere pass mere MUMMY PAPA
Phir bhi khush hun kyuki mere pass mere MUMMY PAPA
SHUKRIYA

Credits
Writer(s): Aditya Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.