Shahazadi Fatima
Shahazadi Fatima Shahazadi Fatima
Faqre Maryam Madar e
Faqre Maryam Madar e Hasnain Khalb E Mustafa
Shahazadi Fatima Shahazadi Fatima
Aalam e Niswah mein koi apka humsar kahan
Ap hi khatoon e mehshar ap khatoon e jinah
Aap hai ummey abiha
Aap hai ummey abiha kisko ye rutba mila
Shahazadi Fatima Shahazadi Fatima
Behre ismat apka mansha hai mansha e khuda
Kehdiya hasnain se malboos darzi layega
Aaya hu malboos lekar
Aaya hu malboos lekar di ye rizwa'n ney sada
Shahazadi Fatima Shahazadi Fatima
Apka zikre e sana imaan ka mayyaar hai
Apkey dushman ki dekho zindagi beykaar hai
Apkey sab dushmanno par
Apkey sab dushmanno par karta hai lannath khuda
Shahazadi Fatima Shahazadi Fatima
Mushaaf e taqdeer ka unwaan likhna hai mujhey
Apki midhat ka ek dewaan likhna hai mujhey
Kijiye hajat rawayi,
Kijiye hajat rawayi meri rab ka waasta
Shahazadi Fatima Shahazadi Fatima
Hogaya jab zof taari rehmath e kounain par
Agaye baitul sharaf may dekho shahey behrobar
Apki chadar jo oodhi,
Apki chadar jo oodhi milgayi unko shiffa
Shahazadi Fatima Shahazadi Fatima
Odh kar sar par rida nikle'n kaneeze'n apki
Apse aye shahazaadi ilteyja hai bus yahi
Aalam e niswa'n ko pardey,
Aalam e niswa'n ko pardey ka saleeqa ho aata
Shahazadi Fatima Shahazadi Fatima
Bacha bacha khoum ka nikley azadaar e Hussain
Or gham e shabbir banjaye sabhi kay dil ka chain
Baithkar farshey aza par,
Baithkar farshey aza par apki payei'n dua
Shahazadi Fatima Shahazadi Fatima
Apki dehleez pa sar dekhiye uska hai kham
Shahazaadi kijiye Farhan par nazrey karam
Chumley wo rouza e
Chumley wo rouza e shabbir jaakey karbala
Shahazadi Fatima Shahazadi Fatima
Zaat e aala apki ek kibriyayi raaz hai
Wo hai faatir fatima hai ap ye ayezaaz hai
Damaan e umeed bhardain
Damaan e umeed bhardain Arsh ki hai ilteja

Credits
Writer(s): Sajjad Arsh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.