Fariyaad
Kuch din se kaafi chup
Kuch din se hasta zyda
Kuch dil mein ra hai chubh
Sab puche kya hai iradaa
Par khud mein guum hu mein
Aankho se sunlu mein
Hai ye sab vehem mera, sapne kuch bunn lu mein
Panno pe geet likhdu
Khaali hai beat phir kyu?
Tasveere baaki reh gayi
Bando mein ban gaye issue
Pardo mein rehna chahe
Par kyu na kehna chahe
Jo sach mein sach hai us se bachke neeche karte nigaahein
Chahe shikayat samjho
Ya samjho ye fariyaad
Jab band ho meri saansein
Gaano se karna yaad
Thaamenge haath phir se
Khudko hum karke maaf
Woh kardega insaaf
Tu bas rakh dil ko saaf
Mein bhi musaafir hi hu
Waise toh kaafir hi hu
Dum ghut ta mera yaha pe
Lagta mein kaabil ni hu
Banke jo baithe messiah
Un naamo mein shaamil ni hu
Par ye hai mera tareeka
Shayad mein zaahil ni hu
Dil se ye gaana mera
Tum sabko hai paigaam
Bhatka sa rahi hu mein
Kya doge mujhko naam
Buzdil ye lagta zamana
Insaan hi de ilzaaam
Phir dekhe tutta sitara
Leke haatho mein jaam
Kuch din se hasta zyda
Kuch dil mein ra hai chubh
Sab puche kya hai iradaa
Par khud mein guum hu mein
Aankho se sunlu mein
Hai ye sab vehem mera, sapne kuch bunn lu mein
Panno pe geet likhdu
Khaali hai beat phir kyu?
Tasveere baaki reh gayi
Bando mein ban gaye issue
Pardo mein rehna chahe
Par kyu na kehna chahe
Jo sach mein sach hai us se bachke neeche karte nigaahein
Chahe shikayat samjho
Ya samjho ye fariyaad
Jab band ho meri saansein
Gaano se karna yaad
Thaamenge haath phir se
Khudko hum karke maaf
Woh kardega insaaf
Tu bas rakh dil ko saaf
Mein bhi musaafir hi hu
Waise toh kaafir hi hu
Dum ghut ta mera yaha pe
Lagta mein kaabil ni hu
Banke jo baithe messiah
Un naamo mein shaamil ni hu
Par ye hai mera tareeka
Shayad mein zaahil ni hu
Dil se ye gaana mera
Tum sabko hai paigaam
Bhatka sa rahi hu mein
Kya doge mujhko naam
Buzdil ye lagta zamana
Insaan hi de ilzaaam
Phir dekhe tutta sitara
Leke haatho mein jaam
Credits
Writer(s): Veer
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.