Deewana

Aankhon mai hai
Kya basa
Tujhse kahu
Yaar kya
Dil ki taqdeer
Pe likha
Ab tera naam
Yaar haan

Mera khuda
Hai gawah
Dhundta hu
Main sada
Teri nishaaniyan
Teri kahaaniyan

Rishta ye nibhane
Sapno ko sajane
Deewana main chala
Raahon main teri
Tujhko tujhse paane
Deewana main chala

Banke tu mera jahaan
(Mera jahaan)
Ek sitaare ka aasman
(Aasmaan)
In raaton mai kho gaya
Tu kaha janejaan

Dil ki hai ye raza
Bhulega ye na bhala
(Bhala)
Teri nadaaniyan
Teri shaitaaniyan

Rishta ye nibhane
Sapno ko sajane
Deewana main chala
Raahon main teri
Tujhko tujhse paane
Deewana main chala
Rishta ye nibhane
Sapno ko sajane
Deewana main chala
Raahon main teri
Tujhko tujhse paane
Deewana main chala

Tera na hona
Lazim hai
Zindagi bhi kaha
Wajib hai
Hai na?

Rishta ye nibhane
Sapno ko sajane
Deewana main chala
Raahon main teri
Tujhko tujhse paane
Deewana main chala

Rishta ye nibhane
Sapno ko sajane
Deewana main chala
Raahon main teri
Tujhko tujhse paane
Deewana main chala

Rishta ye nibhane
Sapno ko sajane
Deewana main chala
Raahon main teri
Tujhko tujhse paane
Deewana main chala



Credits
Writer(s): Kajinder Srivastava
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link